Where are you ...

aap ko kion batayin :mocking:

waisay bhi Bechon k sunenay ki batain nehi hain jao achay bechon ki terah ja ker perhehaie kero :smiley:

Manj main main khood hi la doon gy :wink:

oyeeee… Bachaa kis ku boUlla … :hoonh:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

Manj main main khood hi la doon gy ;)
[/QUOTE]
really!! ache sa lanna susheel hu.. seeeng na martee hu hur waqt... ;)

Ne way.. how are you ? at work... when is the last day?

lolss

Meray sath bhi akser yehi hota hay airport per sub jantay hain jaisay hi kisi Daisi ko pata chal jayai k in ko saray jantay hain foren aa jatay hain “Saman lai jayain gy” Ab koi poochay in say kis khooshi main na jaan na pehchan main tera mehman :smack:

Meray abba apna bhi 10 bar check kertay hain k kahien zidah to nehi ho gaya :smiley:

aap ko :hug:

Waisay KK yeh Menj kia hoti hay :rotfl: :rotfl:

:smack2: … aik cute se larke ku menj kehttai hain .. :halo:

Allah ka shuker hay:)…Aur kahan hona hay :bummer:…28 NOV :frowning:

Aur yeh kis language main kehtay hain :smiley:

pas en français..:wink:
In Punjabi… :hoonh:

tu tayaree tu poure hai na … by the way kis kis ka saman le ja rahen hain .. :smiley:

Yeh konsi Punjabi hay :smiley:

kahien MEJ ki baat to nehi ker rehay :rotfl:

Kidouu :hug:

Tobah kero

Man nay kisi ko betaya hi nehi…aur na hi mera betanay ka iradah ay wahan per fone kerna shorouu ho jayain gay k “FARE KI HOYA” :smack: :crying:

ye Shah faisal ke Punjabi hai .. lols

naheen wo tu MOutte walle houte hai .. :wink: ye tu cute walle hai na :blush:

lols … woh tu hum bhi pouchain gai ke “FARE KI HOYA” ..:smiley: aor aap ku batana bhi purdai ga..

Ha ha mujhay bhi yehi lag reha hay :hehe:

Acha meri eyesight kafi weak hay mujhay to koi MOTTI hi dikhay gy …cute si chahayi to meray sath hi chalo mil ker dhoundain gay;)

Main ser na pharh doon gy tumhara:mad3:

wo tu meri bhi weak hai… :frowning: chullu dunu he chultai hain… pur kahen aik doosrai ku he dhound lain .. :eek:

Lolss yeh bhi to ho sekta hay k dono hi Gum ho jayain :eek: