![]()
Kaisay Ho Aap BrokenSky ?
Kia Aap Mujhey Bata Saktay Ho K Mein Ye Apna Avator Kaisay Change Kar Sakta Hon ?
![]()
Kaisay Ho Aap BrokenSky ?
Kia Aap Mujhey Bata Saktay Ho K Mein Ye Apna Avator Kaisay Change Kar Sakta Hon ?
Kia Ho Gaya Dost ![]()
Mein Pohanch To Gaya Hon Wahan Laikin Mujhey Apna Custom Avator Submit Karna Hai ![]()
![]()
Aap Ko Kia Ho Gaya ![]()
Aa Rahi Hain Ya Ja Rahi Hain ![]()
AA rehi hoon ![]()
kia khabrain hain Pakistan ki aur Pakistan walon ki ![]()
Khush Aamdeed ![]()
GS Mein BeWaQooF Aap Ka Suwaghat Karta Hai :k:
Pakistan Allah K Fazl-o-Karam Se Theek Hai Or Pakistani To Har Haal Mein Theek Reh Saktay Hain :).
Aaj Kal Pakistan Mein Aik Roza Zer-e-Behas Hai Kuch Ulma Ka Kehna Hai K Ramzan Ka Chand Late Announce Kia Gaya Tha Is Liye EID K Baad Aik Or Roza Rakha Jana Chahiye ![]()
![]()
kya haal hai?
kia ![]()
such keh rehay ho…to pehlay late Announce kion kia??
pk: Allah ka shuker hay aap kaisi ho ![]()
i’m fine shine too
wer r all gone?
aj GS itna khali khaali koy hai ?
pata nehi kahan chalay gayai saray ![]()
):((
/\
![]()
![]()
![]()
WASALAM
Woh aayai thread main apni khuda ki qudret hay ![]()
![]()
thank you thank you ![]()
phew
kaise hai aap ?
Jaisi 15mins pehlay thi ![]()
Aap kaisay ho ![]()
![]()
mein bhi waise ke waisa ![]()
ab to peotry forum ka bhi bantwaara ho gaya ![]()
achi bata hay ![]()
Jee main nay bhi aaj hi daikha aap ko acha nehi laga kia:(
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
achi bata hay :D
Jee main nay bhi aaj hi daikha aap ko acha nehi laga kia:(
[/QUOTE]
aaj aapka iftaari ka kya plan hai ? mera to wahi :( agar koi meeting na hui to sandwich and agar meeting hui to coffee and biscuits :(
nahi na...pata nahi i didn't like it...the split...ek tha achcha tha na
filhal to juice & chips hain ,office k baad mujhay bank jana hay pata nehi aman kia banatti hain:)
Boss say kehna k Aftari say pehlay meeting hogi ![]()
Awwwwwwwww ahistah ahistah acha lagnay lagay ga ![]()
waisay yeh idea kis ka tha:rolleyes:
oh achcha aajkal aapka beans khaane ka mann nahi karta
![]()
haan boss se kahooga to kahega ghar par baith kar hi roze kar le bachche ![]()
pata nahi kiska idea tha ![]()