Where are you ...

:eek: :eek: oh Really since when :smiley:

:wsalam:

Kaisa Hai Mera Dost :hug:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

Allah ka shuker hay..................aur kahan hona hay...............meri to nehi ho rehi aman abba lagay houay hain:(
[/QUOTE]
han zahir hai ... wo he tu karrain gai abhi ... farz banta hai ...... khair... aor kiya hu raha hai? office mai hu abhi?

:hoonh: ye kal kia huwaa thaa ------> :rolleyes:???

KK Man U R Ignoring Me :crying:

aap say gupshgup ho rehi hay:blush:

haan main nay bhi ka lagay rehain mujhay kia unhi ko shoq hay:snooty:

Salam Koyal:hug:

tum ko kia houa BeWaQooF :eek:

Ye KK Kuch Ziyada Hi Aasman Par Urnay Laga Hai :bailan:

Isay Mein Ne Itnay Dil Se Warm Welcome Kiya Tha Laikin Is Manhoos Se Poocha Tak Nahi Ja Raha Hai Mera Haal Ehwaal :frowning:

:wave: kia haal hai BeWaQoOf je? kia hu raha hai aaj kal?

:eek: kiya huwaa bewaqoof je… mai kab urd shurd raha thaaa… :bummer: was busy on other side … :hoonh:

Mein Theek Hon Tum Sunao :slight_smile:

Waisay Kahan Thay Itni Dair Se :crying:

Banda Bata Kar Bhi Ja Sakta Hai :hoonh:

Ye Bhi Keh Sakta Hai K I M Busy Mera Mood Nahi Hai Blah Blah Blah :frusty2:

Or Ager Ye Sab Kuch Likhnay Mein Bhi Jaan Ja Rahi Ho To Sirf BrB Hi Likh Deta Hai :frowning:

Buri baat ghusa nehi kertay us nay daikah nehi hoga:hug:

Acha :rolleyes:

Aao Dost No Kutti Dosti Kar Letay Hain :k: :hug:

by the way… uss din kis ku KHounnai ke battain hu rahen thein … :hoonh:

:konfused: now what this sounds like… by the way, are u Bewaqoof or bewaqooofe??? :blush:

Good:hug:

:eek: … purrai purrai… han agar Bewaqooofe hu tu phir khair hai … :blush:

Hum baat ker rehay thay kisi ki k woh kia KHOTA hay:D

aur jub main yahan nehi thi to kon kis ki shadi kerwa reha tha:hoonh:

:smack2:

BeWaQooFaN Hota Hai :mocking:

laikin kissi aor ke hu tu Bewaqoofe kehlatte hai … :smack2: