hmmm
theek kaha chup ker k achay weqt ka intezar kerna chahayi aur Allah per bherosa…![]()
hmmm
theek kaha chup ker k achay weqt ka intezar kerna chahayi aur Allah per bherosa…![]()
Nehi
meri amaan apni jawan jahan bechi ko akialy nehi bhaijain gy:crying:
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
hmmm
theek kaha chup ker k achay weqt ka intezar kerna chahayi aur Allah per bherosa...:)
[/QUOTE]
Itna sabar deta Allah mian to kia baat thee? :(
iss dhagay kaa tau ab 21 K honay walaa hai
<< khushi kay aanSoo bahaaing ![]()
haan woh to hai
aap apne cousin ke saath aane wale the na kya hua ??? agar aap nahi aa rahe to mein aa jaata hoon ![]()
Anwar: haan khushi ki baat hai…but ab mein soch raha hoon Mods se keh kar isko lock kiya jaaye and ek naya dhaaga khola jaaye…kya khayal hai ?
kiouN
?
nahi aise hi…socha 21K ho gaye ab to badhe mian ko araam dena chahiye ![]()
to phir kia kia jayai:crying:
thankoooo:blush:
Mujhe to kuch samajh naheen aata siwa sabar ke jo ke hai naheen ![]()
Woh Pak ja reha hay:(
aap aa jao ![]()
hmm
![]()
Dua,Allah Mian zeroor sunay ga:blush:
oho aapne rokna chaihye tha na unko ![]()
chalo koi baat nahi will be there sooooon
may be in Feb ![]()
woh to apnay abba k kehnay per nehi ruka:smack:
cool ![]()
Bimar Loag theek ho gayi:)
oh itna ziddi hai :o aapne theek se dekh bhaal nahi kiya hoga ![]()
bimaar to theek hai kal raat baat ki thi meine…but woh to sone mein hi busy rehte hai ![]()
ZIDDI NEHI AIK NUMBER KA MEKKAR INSAN HAY SARON KO PITTA LAITA HAY SUB KA CHAHEETA:mad:
Bimaron say kahayi ga “JO SOTAY HAIN WOH KHOTAY HAIN”![]()
to aapne bhi to pitta lena chaiye tha na unko ![]()
haan sach mein woh bahot kuch Khota hai ![]()
Nehi woh bohet sweet becha hay mera bohet acha friend woh mujhay bhi pitta laita hay na main kia keroon:smack:
bohet kuch mera to khayl hay woh sara kuch hi Khota hai:D
kitna badha hai woh ?
haan mere khayal se to poora ka poora Khota hi hai ![]()
![]()
hum aa gaye iftaari karke ![]()