acha kaun kaun si bana leyti ho beta? hamey bhi tu batao zara ![]()
chicken pulao banaya tha..
aur HALEEMMM ka peecha chod doooooooo…ammiii ![]()
(mera zyada acha tha
)
acha kaun kaun si bana leyti ho beta? hamey bhi tu batao zara ![]()
chicken pulao banaya tha..
aur HALEEMMM ka peecha chod doooooooo…ammiii ![]()
(mera zyada acha tha
)
hi ![]()
bhago idher se
…
mai lunch kar rahi hoon…keeme wala paratha ![]()
mein ne bhi kuch din pehle keema roll khaya tha, aur pp007 ko offer bhi kia tha…![]()
aap london aao aur mai aap ke liye sweetdish buffet bana loon gi ![]()
chicken pulao
..my fav.
HALEEM ![]()
acha fav. sweet dish kia hai aap ki? i luv chicken biryani
wah wah kia baat hai us ki…
UF HALEEEEEMMMMM
ammi koi peecha choda dey haleem se mera…
Haleem..
aur mujhay ![]()
us waqt jo samne tha usi ko offer karti na…us waqt sirf pp007 hi thi..aap pata nahi kahan theen…![]()
KK…where r u from??? ![]()
ziada meetha nahi khati..sawaiyaan pasand hain aur pineapple jelly cream:yummy: chicken biryaani bhi
ami aaj bana rahi hain :p..aa jao ![]()
Na khilao haleem…hum apni ami se banwa lete hain ![]()
iss time tu meeting mai danday kha raha ho ga ![]()
waisay hez from UK 2. I think surrey.
haan jaanti hoon k zyada meetha acha nahi hota, isi liye tu zyada khati bhi nahi hoon…
sawaiyaan kaun si wali pasand hain? doodh wali ya dosri wali jo hoti hain???
wah rey aaj biryani khao giiii…
mere liye bhi rakhna..ya aisa karna mere hisse ka bhi kha leina..
theek hai apni ammi ji se banva lo, hum waise bhi nahi bana rahey they :rotato:
sawaiyaan doodh wali
…aap aa jao naa..nahi..chalo mai khud kha loon gi tumhare hisay ki baryaani ![]()
wht sweetdish do u like?
naa banao haleem ![]()
hmm mujhe bohat sari sweet dishes pasand hain, actually sari hi pasand hain, like..hmmm ras malai, gulab jaman, sawayann, hmm, custard, jelly..etc etc..aur mithayan bhi ![]()
waise btw..biryani spicy hai? ![]()
haan khoob spicy hai ![]()
itni saari meethi ceezain…
..paitu
j/k…ras milai mmujhay bhi pasand hai.
waisay ab khanay ki baatein band karte hain..mujhay bhook lag rahi hai ![]()
bhayee meethi cheezon k bare mein bataya hai khaya tu nahi hai
tu paito kaise ho gayee…aur tumhey phir bhook lag rahi hai, abhi tu keeme ka paratha khaya hai
ab paito kaun hai..![]()
haan tu sunn kar moon mai paani aa raha hai naa ![]()
tu ander kar lo..
simple!
nahi karte..koi masla ![]()
theek hai mut karo…samandar ban jaye ga tub bhi mut ander karna theek hai…![]()