U should get ur priorities straight :o…a cricket game is not worth ur sleep ![]()
kahan .. abhi tu sirf aadha kaam huwa hai .. ![]()
ohhhhhhh to XP aa gaya but Linux ![]()
Lar-Pan: welcome to the thread ![]()
han abhi aik aaya .. dousrai ku munnaaa raha houn ..
XP …linux na hu gia, Bush aor Usama hu gai ..
![]()
haan kya natak hai yaar…kabhi yeh roothe to kabhi woh ![]()
thanx…zubaan dakhana zaroori hai :o :nahnah:
haan zuban dikha kar thoda formality ka level kam kar raha tha na ![]()
maybe i like formality
…naah i dont :nahnah:
:nahnah: ![]()
well agar sach mein formality achchi lagti hai to bata do will be very very formal :halo:
![]()
yaar…kaha naa ke nahi pasand hai
![]()
okie okie…maar maar ke kya haal kar diye ![]()
aap ne iftaari kar li ?
abhi tho sirf aik dafa maara hai :halo:
yes..mene iftaari karli hai..![]()
haan ek dafa maarne mein yeh haal kar diya hai agar aur maarte to pata nahi kya banta :halo:
good shood…ab to iftaari bh ho gayi so energy wapas aa gayi ![]()
chalo kal maar ke dekhte hain…ke aapka kya haal hota hai ![]()
I have to go now
bye ![]()
allah hafiz
me to off to sleep now…already 12:30 am here ![]()
take care
allah haafiz ![]()
itne jalde..
chullu see you later mate..
Allah HAfiz
![]()
… hOw are you Koyal je…
fine shine and ap ![]()
humm bhi fine shine.. Allah Ka shukar hai ..
PS ----->:snooty: … ??? ![]()