Ok got to go now… buhat he buraa haal hu gia hai abb tu ..
poure lab mai loug murd murd kur daikh rahai hain kai .. kia banda hai kabh sai khans raha hai .. iss sai pehlai kao itha kur bahir phaink dain.. mai jata houn … Allah HAfiz
![]()
aap ko kiya lagta hai
![]()
aacha tu hum chalte hain ![]()
![]()
Allah hafiz kamran bhai ![]()
take care ![]()
**GET WELL SOON **
![]()
Allah Hafiz Priya Baji
![]()
Thanks for the Chooore kai phooul …
:
AAP SE CHURA KE AAP HI KO DENA KOI CHUREEE THORI HOTI HAI ![]()
okies jee see ya laters
allah haafiz ![]()
:D :D :D
aaiye aaiye ![]()
kya haal chal ?
hum to iftaari kar ke aa gaye ![]()
:hi ![]()
![]()
kaise ho Lar-Pan jee
![]()
kaise ho ???
aapki iftari hogaye:mad2:
humare yahan poure 5 hour baqi hain
![]()
kiya khaya aap ne???
![]()
alllah ka shukar hai..teek hoon..aap sunai ![]()
kaufi dinnon ke baad baat horahi hai ![]()
jee yaha bhi allah ka shukar hai ![]()
haan last 2-3 din se thoda busy tha reading a book…
aapke kaise haal chaal ?
:nono:
gussa nahi karte otherwise bhook lag jayegi ![]()
i had cheese sandwich and apple pie
and abhi coffee ![]()
konsi book?? :honh:
roze kaise chalrahe hain? ![]()
kiyoun aap ke houesmate jo hain wo aftari nahi banate ???
I m reading ‘One’ by Richard Bach…it is sequel to ‘Bridge across forever’ very nice books both of them…
roze are going fine shine ab to routine ho gaye hai na so no worries…
aap sunaye aapke kaise chal rahe hai ? working today ?
abhi to i am at work so kaise banaye
bas jo readymade hota hai wahi khaa lege hai ![]()
and mere housemates are hindus so woh roza nahi karte na
AWWWWWW so sad
asal iftari kaa maza tu samose , pakore aur aur aur:yummy: choole ,rool main hai ,
![]()
mujhe aur bhook lag gayeeeeeeeee
AWWWWWW se kya hota hai ![]()
aap ne kehna chahiye tha ki koi baat nahi aap bana kar bhej dooge ![]()