![]()
haan bahot izzat karte hai humari
ya yuun kahi humari health ki ![]()
aur aap sunaye roza kaisa chal raha ? m feeling a bit hungry
raat ko bas 1 glass paani piya tha ![]()
![]()
haan bahot izzat karte hai humari
ya yuun kahi humari health ki ![]()
aur aap sunaye roza kaisa chal raha ? m feeling a bit hungry
raat ko bas 1 glass paani piya tha ![]()
kia baat hay aap ki:D
uff Sehri kion nehi ki:eek:![]()
well mein utha to tha sehri ke liye but khook hi nahi lagi…so just had water and wapas so gaya ![]()
aapne auntiji ki daant khaye ???
![]()
Main sonay jaa raha tha, socha salam karta chaloon…![]()
Aur agar is post main salam nahin karta to buray khwaab atay…![]()
![]()
have a peaceful sleep ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
well mein utha to tha sehri ke liye but khook hi nahi lagi...so just had water and wapas so gaya :D
aapne auntiji ki daant khaye ???
[/QUOTE]
thorha sa kha laitay:(
aaj bichari dantenay lagi thien phir unhay achanak yaad aaya k aj kal dantenay say perhaiz kerna chahayi:D
wasalam
sweet dreams:hug:
haan ab soch raha hoon to lag raha hai ki thoda khaana chahiye tha ![]()
achcha chalo yaad aa gaya achcha hua otherwise aapki sehri to ho hi jaate ![]()
Ab maza aya acha hay ayienda k liyai ahtiat kero gay:smack:
to aur kia ufff Daagh jee main sehri ker ker k tung aa gaye hoon,roz khao:bummer:
haan yaad rahega ![]()
hehehehe aap bhi bore ho gaye…ab to 8 roze ho gaye na already
bas 22 more to go ![]()
Roza kuch nehi kehta subah subah khana mushqil lagta hay:)
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
Roza kuch nehi kehta subah subah khana mushqil lagta hay:)
[/QUOTE]
haan sach mein...pehle to 4:30 baje uthna muskhil hai...agar uthe to khaane muskhil...agar khaye to sona muskhil...agar na soye to office aana muskhil :(
![]()
![]()
koi haiiiiiiiiiiiii ![]()
jiya laage na…
tere bina jiya jiyaaaaaaa laage na ![]()
kaise hai aap ?
lols:rotfl:
Aasan kia hay:hehe:
hum bas theekh thakh ![]()
aur aap sunayen kiya horaha hai ???
aap se gupshup ![]()
![]()
yeh ‘
’ kaise theek thaak hai aap ???
hum to theek thaak allah ka shukar hai ![]()
smillyyyyy kaisee ya
kaisey hain aap ???