Where are you ...

Saron ko pata chal jayai ga waisay hi saray ghoor ghoor ker daikh rehay hain k kia houa:bummer:

mera jee chah reha hay kahien door chali jaoun jahan koi mujhay na janta ho:crying:

ap kia job karti hain sis ..ya i know life is complicated..:frowning:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

nehi bus aisay hi
Allah ka shuker hay ..............aap Dua kero theek hi rehoon:)
[/QUOTE]

haan ji humari duaein to aapke saath hamesha rahegi :)

so whats up? how is life ? how is work ?

bata day sab k samnay kia? :crying:

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

ap kia job karti hain sis ..ya i know life is complicated..:(
[/QUOTE]

i m in a Travel Agency:(

nahi chaker walay bewafa nahi na :bummer:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

haan ji humari duaein to aapke saath hamesha rahegi :)

so whats up? how is life ? how is work ?
[/QUOTE]

kuch bhi acha nehi hay,sub hi bohet comlicated hay pata nehi kia hona wala hay:(

haan sab ke saamne hi bata do…bewafaon ki yahi saza hai :rolleyes:

aur aapke dher saare smileys mile subah :smiley: mein raat ko pc on rakh kar hi so gaya tha :smiley:

:frowning:

aisa kya ho gaya :smack:

aur life koi complicated nahi hoti hai aap khud hi banate ho…

jyada socha na kare aap kisi bhi cheez ke baare mein :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *

i m in a Travel Agency:(
[/QUOTE]

o Really ticket milay gha discount pe..:)

Kk ne :crying:

:frowning:

achcha

milne do shaam ko :hoonh: dekhta hoon mein unko…

Mujhay bhi yehi lagat hay…:frowning:

aap bus dua kerain gay na to sub theek ho jayai ga:hug:

aap kaisay ho??:slight_smile:

Abhi to apnay liyai nehi mil reha:bummer:

well not to worry sab theek ho jayega…bas aap sochna bandh kar de :smiley:

mein to theek thaak allah ka shukar hai :slight_smile:

haan zaror pochna :smash: karna

PS: agar khana ap k yahan hai tu salt wali baat yaad rakhna :smiley:

KK:eek:

aray apnayDAAGH jee hain na fiker na kero khoob thukaie kerain gay us ki:D

:rotfl:

haan salt wali baat to yaad hai mujhe bhi and unko bhi :smiley:

:nono: it’s okie me be abhi nahi ja rehi kahin…btw ap hoti kahan hain sis i mean kis mulak main..:slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

well not to worry sab theek ho jayega...bas aap sochna bandh kar de :D

mein to theek thaak allah ka shukar hai :)
[/QUOTE]

Aisa hi keroon gy

weekend kaisa guzra:)