Where are you ...

Walaicum Asalam :wave:

Kaisay mizaj aap k hain fermayai??:smiley:

Mujhay farmana waghera naheeN aata :bummer:

bas saf saf kehna aata hay.. bas :smiley:

Aslam Alekum :wave: :hug:

hello smilly how r u ?

GS bhai aap saaf saaf kehte ho tu kiya hum Ganda Ganda kehte hien :konfused:

wat… are U a GanDay maar.. :eek: hummm :konfused:

lol :smiley:

tussi vi na bas :smack:

matlab agar aap saaf saaf baat kartay ho tu kiya hum Dirty language use karte hien :smiley: , samajh ayi k pehle wali bhi gayi :hehe:

b/w ye GanDay Maar kiya hota hai :konfused:

O yar… YahaaN par hum unhaiN GanDay maar kehtay haiN.. jo Cycles ya Motor Cycles per cheezaiN baandH ke.. bara market se Smugle kartay haiN :smiley:

:hehe: mien aap ko Smugler lagta hoo.n :smack:

aap ho ge GanDay maar :smiley:

TO SAF SAF BOLO NA:smack:

wasalamzu

A

TO SAF SAF BOLO NA:smack:

wasalamzu

A

how r u smilly ? kiya ho raha hai aur rozay kaise chal rahe hien :slight_smile:

^^ ye do daffa kehnay ke kia zaroorat thi hummm …

Kia BolooN saaf saaf.. ye tou bataao na. . :bummer:

Array.. yar.. I wish ke maiN hota.. yar… :frowning:

kafi kamatay haiN ye… Aajaaoo.. IkaThay Try karengay.. :wink:

baat tu aap ki sahi hai :smooth:

sochte hien :slight_smile:

waise smugle karna kiya hai :wink::stuck_out_tongue:

:wave: khoooon khooon… khaaoon khoo …Achooooo :bummer:

:wave:

khud ko zukam lagwa kar beth gaye ho :smash:

us kaam ka kiya hua :smokin2:

kahan… lagtaa hai zukaam ku mai lagg giya hounn.. buree tarah ..
PS: uss din sai nazar nahen aae …:smokin2:

lo nazar nahi ayi :mad:

nazar tujhe ayi ho gi tere dil mien reham aa giya ho ga mujhe pata hai tera :mad:

mujhe nahi pata kaam jaldi hona chahye :smokin2:

:wave: :wave:

:salam:

:smokin:

souch lu… yahan mere list mai abb du naam aa chukkai hain… :smokin2: