kino
20122
errm 
im good Alhumdolilah 
so whats going on?
ooh okie…
Daagh
20123
hehehe 
good good
well same old life
ab to sehri ka time kareeb aa raha hai in another hour 
aap sunaye kya chal raha hai ?
Koyal
20124
hanstey hanstey rona seekho rotey rotey hansana 
Daagh
20125

ab bataye yeh kis movie ka song hai 
smilly
20128
Allah ka shuker hay aapb sunao:hug:
Daagh
20129
yaha bhi sab theek thaak…allah ka shukar
woke up an hour back…shoer liya and now on gs 
aap kaise hai ? anything interesting happening around you ?
smilly
20130
kia bata hay aaj to kafi rest kia
intresting Biriani benany ja rehi hoon 15mins main aa jao:D
Yeh thread kab khatam hoga? 
Daagh
20132
hehhehe
haan kal mein raat ko sehri tak jaag hi raha tha na 
wowowowowow biryani 
bas 15 mins ka notice 
CyberM: yeh thread kabhi khatam nahi hone wala 
Mujhay mod bannay do…Phir dekhtay hain…
Koyal
20136
me soie huwei..ap kesay ho ..
Daagh
20137
mein jaaga hua 
abhi 25 mins mein iftaari 
ab dekhta hoon neeche jaakar khaane ko kya hai 
Koyal
20138
Really kis ne ap ko jaga deea 
hamari be 6 hrs main honay wali me be dekhti kia khana hia abhi se shoro kary ghi tu 
Daagh
20139
hahahahaha

well i think i will have a couple of toasts with a mug of coffee 
see ya laters 
WiseGuy
20140

dekho zara itni see hoti hai Koyal aur planning 6 hours pehlay say ker rahee khanay peenay keee. 