Bus aisay hi:(
ab cheer up smilly jee…
did i say something to make you feel sad?
yeh lo
ab smile ![]()
thx:)
nehi aap nay to kuchj nehi bola:hug:
bus aisay hi demagh kharab ho gaya hay aaj mera…leave it:smack:
aftari kaisi rehi:)
chalo ek baat to pata chali…aapka dimaagh to hai ![]()
will i was alone at home
had keema matar and orange juice…bas…
aap ne woh sab banaya jo aapne kaha tha ?
bikul hay per chalta kabhi kabhi hay…zidah use nehi kerti na,kherch ho jayai ga:blush:
oo poor kidouuuu:hug:
baqi log kahan thay:mad:
bus sandwich nehi benayai us ki jagah samosay bena liyai:)
heheheh…haan use na kare bilkul bi…bank mein safe rakhva lo ![]()
haan mere housemates gaye the kuch kaam se 4 baje se abhi aaye hai…so mein akela hi tha ![]()
wah kya baat hai…samosa ![]()
Nice idea aisa hi kerti hoon:D
akaila chorh ker chalay gaya aur abhi tuk nehi aayai:eek:
aanay do in ki main khaber laiti hoon:smash:
![]()
nahi they are very nice ![]()
aur aap sunaye kya plan hai shaam ka ??? yaha to fireworkds chal rahe har tarf…aaj Burns Night hai na…![]()
wow
cool:eek:
yahan kuch bhi nehi ho reha is sal…in ki khet pett ho gaye na USA say is liyai yeh log is bar celebrate hi nehi ker rehay:smack:
![]()
yeah french log bhi na ![]()
aapki Eid ki tayariya ho gayi ??? meine pehle poocha tha aapse ? ![]()
bus aisay hi hain ser phiray:smack:
Eiddi hamaisha khala bhaijeti hain Pak say 11Nov ko mamoon aa rehay hain daikhain kia aata hay:blush:
aap ki ho gaye:)
aap bhi to French ho ![]()
well hum to apne liye shalwar-kameez le aaye yahi se
bas aur kya chahiye ![]()
jee nehi main French nehi hoon aur na hi ho sekti hoon:D
kia bata hay aap ki aap nay bohet jeldi ker li…kia keraty ho aap Eid per:)
well aap French citizen ho to aap French ho ![]()
heheh well ghar par hota to bahot kuch hota…yaha to bas hum saare Sheer Kurma banayege and then may be go to some movie or something…then dinner outside
ho gayi Eid ![]()
na…i m not french citizen:p
wow aaap ko Sheer Kurma benana aata hya:eek:
yahan koi daisi family nehi jis ki taref ja seko:)
![]()
kaisi ho:hug:
Hi…
…![]()
me theek ap sunao
…:rotato: