BeWaQooF
20021
Wah Ustaad Aik Dam Jhakhas Bhashan Diya U Ne :k:
BeWaQooF
20023
Me Fine Shine P K Nope Sholly Ramzan Hai 
U Tello Ustaad 
BeWaQooF
20024
Oyeeeeeeeeee BeWaQooF Ko Hey Bol Kar Kahan Ko Chal Diye Chunni Babu 
Lajawab
20025


This thread has crossed 20,000…Now all that remains to be seen is if it crosses the 100,000 mark…
Daagh
20027
Laj: 
jee hum bhi intezaar kar rahe hai 100K ka 
Koyal jee: thanks 
Daagh
20029

kaise ho aap ??? at work ??? ya ghar par aaraam 
Koyal
20030
koyal wesi ki wesi ap sunao ..
and 
smilly
20031
Allah ka shuker hay.aap kaisay ho??
aaj gher per hi hoon:blush:
Salam Koyal:)
Daagh
20033
mein bhi theek thaak…allah ka shukar and aap ki dua 
mein bhi ghar par hi hoon na 
wanted to sleep till late but need hi khul gayi 9 baje se 
smilly
20034
to acha kia na…itni dare nehi sotay:)
raat ko kub soyai thay?
Daagh
20035
weekend par to late tak sona chahiye na 
i slept at 2 am…and sehri mein 1 glass paani peekar so gaya phir se
and 9 baje se utha hua hoon 
smilly
20036
ufff:smack:
jub pata tha k sehri kerna mushqil hoga to raat ko hi kha pee ker sotay na:smash:
chalo ab ja ker so jao…bohet niend aa rehi hay kia:hug:
Daagh
20037
nahi neend nahi aa rahi hai ab 
well mujhe bhook hi nahi lag rahi hi raat mein
aaj iftaari mein i will make some pakora and saath mein keema matar 
smilly
20038
wow:yummy:
main kechay qeemay k kabab,pakrhay,dehi bhelay aur sandwish benanay ka soch rehi thi:)
baqi logon ko Pizza khana hay ab woh bhi benana perhay ga:bummer:
Daagh
20039
are you the eldest of all your bros and sis ?
aap kyon banaoge sab ke liye ???
waise achchi baat bhi hai sab ke liye banana
wah aap itni saare cheezein khaoge 
smilly
20040
yup:blush:
main is liyai benaoun gy k mujhay benana acha lagta hay:)
khaoon gy kahan akser aisa hota hay bena bena ker khany ko dil hi nehi chahta:D