Where are you ...

Re: Where are you …

main ne koi nae khaya.. aaj kal khana peena choda hua hai :frowning:

woh asal mein main kal raat soi bhi nae toh pata nae kidhar se back mein pain nikal aaye hai!.. aur uss waqt se kya kya nae kar chooda.. khatam hi nae hoo raha syapa nira :crying:

ab main haath bhi aage karti hoon toh dard hooti hai :teary3: