Re: When you do math mentally.
mein b seious tha aor aap nay mazeed seroius kar dia ![]()
Kheeray ki qurbani nahi hoti. aor barai-meharbani urdu sahi likha karain. eik Jiia ham say parhi nahi jati aor aap nay b kheeray ko pata nahi kia likh dia ![]()
theek hu, bus aap k samnay bai-sharmi zara mand par jati hay ![]()
Faffay Kutni tumhay kia ho raha hay ? Males k liay Parai Shadi mein Abdullah Deewana hota hay, tumharay liay ki ho ga ? ![]()
bachpan ki bigri aadtain sudharna itna asaan nahi hota.
sleep well guys.