when u got feeling...

yaar i missed some of those days yaar..ab pachtati hoon kah kyun? :frowning:

**Malik: **bhaijaan.. aap ko woh din yaad nahi aatay? jab kabhi aap bhi cafe main khoob flooding kartay thay aur saari larkiyaan aap ki bahan hua kartee theen :cb:

Maria: main lay kar aai hoon…yeh memories hain..jo aaj kay new guppies nahi samajh saktay :crying: