When did you sleep yesterday?

Re: When did you sleep yesterday?

ab din lambe ho gaye hein is liye thora late aata hoon :@:

wese to maghrib se pehle aana hota hai kyunke mera office jahan hai wo jaga khatarnaak hai… per majboori bhi hoti hai kabhi kabhi :cb:

wese 5 baje ki routine hai :phati: