Miss Bushra is mein aap ney yeh bhi parha ke **yahoodi yaa issaaii in mein so jo bhi ALLAH per and pichlay dino per imaan laayein gay and kaam karein achay naaa un ko darr ho naa khaauf. **
to is seh to yeh baat zahir hoti hai ke imaan laaneey ke baad hi aap bakhshay jaayein gay and what about jo log butoon ki pooja kertay hain :aq:
And I am not concern about MJ Or Farrah koii bhi insaan ho kaya kaha jaaye sochnay wali baat to yeh hai, its an issue and then again I said aap ney ghussay mein nahi anaa this thread is for discussion only it doesn’t show my views.