aap ney jo ayaat paish ki hain woh yeh batati hain ke isaii and yahood to Hazrat Mohammad (p.b.u.h.) se pehlay they and us zamanay mein woh ALLAH per imaan laaye they Hazrat Mohammad (p.b.u.h.) ke baad sab ko Hazrat Mohammad ko manna hai . Quran ke annay mein and us ke ander jo historic baatein hain un ke context ko aqal kke saath parhein
Bushra chalein aap is baat kaa jawaab dein ke aap ki baat se to yeh sabit hoa ke yahood or nasara ban jana chahiye sab ko Hazrat Mohammad ko anay ki kia zaroorat thi sab pagal hain jo musalmaan hain us zamanay mein yahoodiyon and nasraniyon ko kaya zaroorat parhi thi ke musalmaan ho jaatey