Ghusa kis n ekiya hai Quraan ki ayat dikhana ghusa dikhana hai:aq: Or agar aaap ke khiyalta /views nahi hain tu app ne ye kion FARMIYA ke “my thinking”
Kal tak main bhi hans perti thi jab koi Innalilah kehta tha ghair muslim ke liey baad main main ne socha Allah tu her aik ko rizaq daita hai chahey koi osey many ya n amaney ham kaon hoty hain Sadqa khairaat tak ke liey keh daity hain bas mUlsim ko lagey gi kisi ghairmuslim ko nahi. Muslim honey key liy Akhri nnbai Muhammad (slala wa alihi waslam) per iman lana zarori hai agar isai Allah ko manty hain God keh ker hi sahih tu In aiyat ki roshni main unhin bhi swab mily ga.
Ghusa tu aap ko a rta nazar a raha hai main kab or kahan galian di hain?? or waisy bhi mery jaisey log mu per gali daity hain or MUNAFIQ dill main:p
Main yehi keh rahi hon ke In Aiyat ki tashreeh jab Imam Hanbal, Shafaai or others two Malik and I think Abu Hanifa tab ye le atty hain ke jee ye sirf Muslman honey key baad hai. Amano Iman waley chahey Yahodi hun ya Isai Allah qiamat ke din faisla kery ga.
Quraan main yahan yehi hai ke jis mazhab ka banda bhi naik amal kery ga bakhshish ka wada hai os se jab tashreehaat kerty hain log tu isey kuch ka kuch bana daity hain sabit kerty hain ke bas Muslim woh hai ju Muslim ghar main paida hu giya or koi amal kiya na kiya khair hai
PS: Iqbal ne kaha hai na Allah ke sheron ko atti nahi ROBAHI
Bghal main churri mu main Ram Ram Muslims ka nahi Munafqeen ka shewa hai Muslim samney se war kerta hai Munafiq peeth peechy:D
These are just some views please don’t be offended It’s related to the subject in my opinion. As discussing do we pray for non muslims ![]()