Re: What’s your nickname
never seen Bulbulay. Emirates ki flights mein bus itna pata hay k is naam ka koi program hay.
aap to mind kar gai ![]()
waisay har larki yeah kio kahti hay k maan baap nay bari choti umar mein mairi shadi kar di ?
aor jin ki shadi nahi hoi hoti unho nay hamaisha bus eik saal pehlay hi kio B.A ya M.A kia hota hay ? ![]()