What's up today?

Jhoot wo bi Ramazan kay foran bad. :eek:

Kala Kawa yani kay Zakhmi Umar katay ga app ko :hehe:

Or kon kon hay tayray sath :eek:

Walikum Salaam :flower2:

Allah ka karam hay. Tum sonaoo jee kaisi hoo. Eid kaisi ghuzri. Or ghar walay kaisay hein tumaray.

Ok Sweety bye and take care :flower1:

Allah Hafiz :kiss:

Ok yar fizi tum tu reply hi nahi kar rahay or is waqat raat bi kafi ho gai hay. Mujay ghar bi jana hay or cafe wala bi mujay ghoor raha hay :frowning:

Apna khiyal rakhna :flower1:

Allah Hafiz :kiss:

mien ne tujhe kab kata hai yar :frowning:

ok Allah Hafiz yar

:wave: take care

bye

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *

mien ne tujhe kab kata hai yar :(
[/QUOTE]

Mein to tayra bhai hoon. Mujay to nahi kat sakta na tu ;)

Allah Hafiz janu apna khiyal rakhna :kiss:

hmm jhoot , jang aur kanwo.n mien koi bhai nahi :mad2:

Aslam Alekum :stuck_out_tongue:

CONGRATULATIONS 2000 POSTS ARE COMPLETED

AMIR CONGRATULATIONS

THANX TO ALL FRIENDS FOR ANTICIPATING IN THIS THREAD

:wave: :kiss: :hug: :nuch:

Aslam Alekum :wave:

koi hai

agar hai tu samne keon nahi ata :frowning:

:eek: bara baysharam hay tu to yar :frowning:

Walikum Salaam :slight_smile:

or kiya ho raha hay :kiss:

Koi bat nahi yar yah to hamara faraz tha :french:

Yar jab mein Samnay ata hoon to tayri jaan nikal jati hay :hehe:

Tu muj say itna darta kiyoon hay. Mein to tujay kitna piyar karta hoon khud tujay nahi pata. Yakeen nahi to Naveed say pooch loo :blush:

Pa Makha de kha :halo:

kuch Samaj nahi aya :konfused:

aap ho hi itnay budsurat:devil: aur bihanak :fraudia: . Zakhmi is may kai kar sakta hai bechara:french: :hehe:

Mubarak ho aamir