![]()
Butt Saab Masha Allah achi khorak hay app ki ![]()
hi sandooo kaisi ho ?
me sleepy:sleep2:
Kon oyeeeeEEEEEEEEEEEeeeeeee ![]()
Maynoo vi Dasoo tay nalay oda # vi doo ![]()
Bas yar bara busy tha. Office change kar rahay thay ham loog. ![]()
Boss nay jaan khai hoi thi ![]()
Har waqat sar par hi sawar rahta tha ![]()
to jago na
agar jago gi nahin to flooding kaise karo gii :k:
![]()
Sandooo ki pari hay tujay Dost itnay dinoo bad aya hay us ki koi fikar hi nahi ![]()
Kiya Zamana a giya hay ![]()
Kiya yah bachi flood marti hay ![]()
Yar aj kal Meray village mein bari khoshak saali hay plz isay zara kahoo kay wahan par mujay milay ![]()
Mujay bi dikha abi ![]()
Jaldi kar ![]()
Kiya wahan par kuch khanay ko milay ga:hehe:
Aj Aftari bari boor hay yar ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
kiya sunao.n Thumri , Qafia , Ghazal , Raag , Qawali , Song , what u want to listen :D
[/QUOTE]
Bhai Mirasi jee plz behave and say something nice ;)
[qoute]
Sandooo ki pari hay tujay Dost itnay dinoo bad aya hay us ki koi fikar hi nahi
Kiya Zamana a giya hay
[/qoute]
yaar kaisi batain ker raha hai ... :(
mein to bohat khoosh ho raha hoon aur abhi fizion ko bata raha tha keh mera jiger aa gia hai aaj kafi dinoan ke baad :)
**
ok jiger me going…
![]()
Allah Hafiz
**
Yar PK app Zu kay sath ziyada bat nahi kiya karoo yah to bara hi batameez insan hay ![]()
Is say zara door hi raha karoo ![]()
OyeeeeeEEEEEEEeeeeee ARam kar aram ![]()
Khabardar jo tum nay PK kay sath koi batameezi ki to ![]()
Bas to phir start fizion ki class say hi kartay hein ![]()
Bola zara is bakri kay doodh pinay wali Qoom ko ![]()
Ok Janu ![]()
Bye and take care ![]()
Allah Hafiz ![]()
Chal oyeeeeEEEEEEEEeeeeee Tu kiya Pervaiz Musharaf hay ![]()
Jo tayra reply nahi dekha. Nahi dekha to bas phir nahi dekha. Chal nikal yahan say or apna kam kar. Bara aya reply ka banay wala ![]()