Aslam Alekum
10-Nov-03
how r u all ![]()
i m fine here ![]()
Aslam Alekum
10-Nov-03
how r u all ![]()
i m fine here ![]()
PAGAL E OYEEEEEEE ![]()
hi zakhu…![]()
kya haal hai..?rozey kaisay chal rahe hai?
Wasalaam Bhai jaan ![]()
App ko Sunday kay din bi chain nahi hay ![]()
ChalooooOOOOOOOoooooo ![]()
Allah ka karam or app ki duain hain janab.
Ramazaan bohat acha ja raha hay. Or mein to bohat enjoy kar raha hoon ![]()
App Sonaoo kaisi ho or ghar walay kaisay hein.
Ok sweety bye and take care ![]()
Allah Hafiz ![]()
Wasalaam bhai jaan ![]()
Allah ka bara karam hay. App Sonaoo jee kaisay hoo app ![]()
Mein nay tujay eint mari hay jo tu mujay pagal kah raha hay ![]()
Zakhu ko Hi bi or Tata bi ![]()
mujay koi lif hi nahi :(. Meray Piyaray Allah Mian yah kaisa insaf hay ![]()
kab aatey ho kab jaate ho..pata hi nahe chalte..plz jaldi fariq ho jayo ..
mai theekh ho
Allah Hafiz
app ko aur lif nahe
ho hi nahe sakta
^^ ![]()
jani sunday ko time nahi guzarta na is liye net pe aa giya thah agar tu kehta hai tu ainda nahi aya karoo.n ga ![]()
lekin tujhe tu pata hi mien ne teri kabhi koi baat mani hai ![]()
HI PK how r u ? ![]()
i m fine , tum sunao , rozay fine, tumharay ? ![]()
examz khatam ?
how is Eid preparation ?
![]()
chal ye Khawahish bhi poori kar le
, ab tujh se ye hi umeed hai mujhe ![]()
yaad rahe Mansoor is ur bro and u r his sis ![]()
Judge sb
aaj kal aisa hi insaaf hai idhar ![]()
aap dua mango Meray Piyaray Allah Mia.n mujhe utha le ![]()
ASLAM ALEKUM HOW R U ALL ![]()
i m fine and hoping that u will be also fine
kidhar ho yar sab
plz come ![]()
![]()
o kee hoya ![]()