umer bohat maray ga ![]()
phone talk going on....
[QUOTE]
*Originally posted by fizion: *
phone talk going on....
[/QUOTE]
ji ji fizion me and IP jiger :)
2 din se ![]()
Acha Yar to phir Medicine layni thi. Or agar Medicine say bi koi farak nahi par raha to phir App Miss Shazia ki shop mein photo copy karwanay chalay jay ![]()
Bas yar App bhaiyoon ka piyar hay ![]()
Jahan jata hoon piyar hi bohat kartay hoo app sab ![]()
oa yaar yeh Ms. Shazia ka mujhay nahin pata kon hai :( tujhay pehlay bhi bataya tha :)
kon kon ![]()
3rd World War Shoroo ![]()
yaar tu Aur mein :(
meray sath kab bat ki hay tum nay
Yar kiyoon mera naam lay kar mujay badnaam kar rahay hoo ![]()
Pata nahi kaisi kaisi larkiyoon say batain kartay hoo app or naam mera lagatay. Mein nay to app say sirf ISB mein bat ki thi or bas. Meray pass to app ka Mobile # bi nahi hay ![]()
Yar tum Umar say dartay hoo ![]()
Choor yar tu usay mera naam layna phir dekhna bicharay ka saance oper ka oper or nichay ka nickay kuch bolay ga hi nahi ![]()
Apnay Tayka hay yar samaja kar tu ![]()
pata nahin phir mein nain kis se baat ki hai abhi :(
Aik to mein tayri Chooti say bara tang hoo ![]()
Ok take care & Allah Hafiz ![]()
achha IP jiger Isha ki namaaz ka time ho gia hai so
![]()
Allah Hafiz
Jhoot bol rahay hoo janu meray sath ![]()
Moon par hi mokar gay hoo baray afsoos ki bat hay yar ![]()
Kiya zamana a giya hay Loog Ramazan mein bi jhoot…:bummmer:
![]()
Ok janu bye and take care ![]()
Jhoot wo bi Ramazan mein ![]()
To pata rakha kar na phir ![]()
Tujay pehlay bi samjaya tha ![]()
Yar phelay to dil torta hay phir kahta hay mein to mazak kar raha tha ![]()
Yar ajeeb banda hay tu bi ![]()
O pai aram say. Yah Amir Bilal apna para or Jiger hay. Yah Mazakan or Ghusa kaheen or ok ![]()