:queen: tayri hay koi kay meri tarha abi nahi ![]()
ksi cheez ki tayari ???
Janu agar app ki yahi speed rahi to aglay saal hi poochay ga
Tum sab itnay sust kiyoon hoo
4 umar ![]()
4 Amir ![]()
4 Golden ![]()
4 BM ![]()
4 Fizion ![]()
4 PK ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
ksi cheez ki tayari ?????
[/QUOTE]
pata nahi yar kiya bangali bol raha hay tu :(
ab phir kahan chala gay hoo janu :(
wah bhei wah sab ke liye danday aurPK ke liye :p
sari daal kali ho gei hai ab to
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
pata nahi yar kiya bangali bol raha hay tu :(
[/QUOTE]
woh bangali nahin hai ......
bangali yeh hai
Aaami Tomaake Bhalo Baashi :)
Yar tum to larkay hoo or bhai hoo tumay to danday mar sakta hoon or Pk to larki hay na or meri bari piyari piyari dost bi ![]()
waisay yah dal kahan say a gai hamray thread mein ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
Aaami Tomaake Bhalo Baashi :)
[/QUOTE]
Yar mein larka hoon larki nahi :D
Ya phir tu pathan hay :p
oa
tujhay is ka matlab kahan se pata chala
mujhay meray aik class fellow nain bataya hai … woh bangali hai
Yar yah fizion kahan hay tujay aik bat kahni hay ;)
Kiya is waqat tayray pass to nahi hay :D
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
Yar yah fizion kahan hay tujay aik bat kahni hay ;)
Kiya is waqat tayray pass to nahi hay :D
[/QUOTE]
nahin but online to hai woh ....
boal kia baat hai
Yar mujay thori bohat Bangali ati hay ![]()
itna bacha nahi hoon mein
Or haan mera ISP lagta hay sonay chala giya hay is liyay agar mein ghayb ho jaoon to plz ghusa nahi karna
Is liyay Advance mein Allah Hafiz ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
nahin but online to hai woh ....
boal kia baat hai
[/QUOTE]
Bat yah thi bhai kay plz apna Avator chang kar yar :D
Is ki shakal Fizion say bari milti hay :p
hahahahhaha :)
Achha yaar abhi 09:30 per mein nain ghar phone karna hai
so abhi mein ja raha hooon
ab insha Allah monday ko hi baat karain ge
Sab online or offline dostoon ko Allah Hafiz :flower:
C u at Monday ![]()
so Take Care
![]()
![]()
Allah Hafiz
app bhi nah…![]()
![]()
mai agye..app kaha ho:(
mujhay pata chal gayaaaaaaaaaaaaaaaaaa:hehe:
mai aygye…likin app kahao oh???