kia matlab ![]()
Matlab wohi hay jo tumari samaj mein aya hay ![]()
Okay Jiger ab mein ja raha hon ![]()
Tum apna khiyal rakhna ![]()
Allah Hafiz ![]()
:acha ![]()
ok gurdey ![]()
Take care ![]()
Khuda hafiz ![]()
![]()
![]()
Or Gurdey ke Jiger kiya haal hay ![]()
or kiya kar rahi ho ![]()
![]()
main theek hoon, aap sunain ![]()
abhi tou cartoon dekh rahi hoon :halo:
aap kia kar rahe hain?
CARTOON ![]()
bari hayrat ki bat hay ![]()
![]()
kioon bhai?
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
kioon bhai?
[/QUOTE]
Mein kabi kisi Cartoon ko Cartoon dekhtay nahi dekha ;)
:p
![]()
![]()
![]()
Or Bhai jaan kaisay hein app? Or phir app ki shadi kab ho rahi hay ![]()
kiaaaaaa
![]()
![]()
![]()
Yar sar pe na mara karo ![]()
mera dimagh pehlay hi kamzoor sa hay meri tarha ![]()
Yar yah ND or GS kahan chalay gay hein ![]()
PK or Nayab bi nahi ai NR to waisay hi bagoora ho giya hay ![]()
![]()
acha ![]()
main namaz parh kar ati hoon ![]()
Yah tum kon si namaz parne ja rahi ho ![]()
Assalaam alikum ![]()
Kesse he saab?
![]()
Allah ka shokar hay
App sonao jee kasi ho or ghar walay kaisay hein ![]()
Yar soba tum kahan theen mein tumay kitna miss kar raha tha ![]()
Yar sab kahan chalay gay hoo ![]()
Koi bat ab mein ne bi koi reply nahi karna ![]()
zohar aur asr ![]()