What's up today?

hmm waisay tum or kiya karna chahti ho in do cheezon ke ilawa :expressionless:

waisay tumay kiya samaj ai hay :konfused:

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *

hmm waisay tum or kiya karna chahti ho in do cheezon ke ilawa :-|
[/QUOTE]

aur kuch to nahin karna chahti ..ye bhi bohot he..lekin ab boor ho gay ho:(

Allah khair hi karay :rotfl"

:hehe:

Is main hasne ki kia baat…:confused:

kia huwa:bummer:

Yar jab koi larki mujay yah kahti hay ke mein routeen work say bore ho gai hon.

Or ab kuch naya karna chati hon to mujay bay ikhtiyar hasi a jati hay plz mind nahi karna :hehe:

===================

ND ki bachi kahan ho tum kiya phir so gai ho :bailan:

To humne kab kaha ke hum kuch naya karna chahteiN he..:smash:

Aur maiN apne friends ki bataoN ka kabhi mind nahin karti..:blush:

Haan app ne to nahi kaha lakin kuch irada to aisa hi hay na :wink:

Nice Nayab :k: Yah achay doston ki Pehchan hay :slight_smile:

Nahin jee …hum jo irada karteiN he ussay kehne ki himmat bhi rakhtein he..so isliye esha kuch bhi nahin tha:nahnah:

I know i know…ye sabhi kehteiN he..Hum he hi acheiN :blush:

main ney bill nahi pay kia :mad:

ND ki bachi?
yeh kon hai? :stuck_out_tongue:

O Ho Acha jee to yah bat hay :k:

Yahi sab say bari kharabi hay tum larkiyon ki mein to jhoot bola tha ke tum bohat nice ho or tum ne us ko sach man liya :stuck_out_tongue:

:hula:

Aray nahi yar Bill to tum ne diya hay lakin :wink:

apne College Cafe ka

nayab waqai bohat achi hain :hug:

college cafe :rotfl:
meri to chuttiyan hain :stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue:

aur waisey bhi merey school main koi cafe nahi hia :stuck_out_tongue:

Hay aik pagli si Lakin bohat hi achi or piyari :hug:

Haan yah to hay :k:

aap phir jhoot bol rahey hain, islie key meri ko bachi nahi :smiley:

Jee nahi wo Bill chution say pehlay ka hay :snooty:

Jhoti kitni dida daleri say jhoot bolti ho tum to :eek:

:biggthumb