ab dosra word bhi seehkeyn na ![]()
![]()
friends
how r u ?
Nayab mujhe bhi pashtu sekhao na ![]()
walikam salam
jitay rahien khus rahien
kesay hein aap
mien theek hoon ALLAH ka sukar hay
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
nancy baji aap k exams kaise hue aur aap naak keon chara rahi ho :D
[/QUOTE]
aap :p kar rahey they naa, is lie :)
exam tou next week shuru hongey :(
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
walikam salam
jitay rahien khus rahien
kesay hein aap
mien theek hoon ALLAH ka sukar hay
[/QUOTE]
i m fine , Allah ka shukar hai
busy buhat hoo.n yar
aap sunao kiya kar rahe ho ? :)
![]()
friends
how r u all ![]()
W Salaam and Assalaam alaikum from me:wave:
Sab ka to pata nahin lekin me bilkul theek thak ho:)
Aap sunahein..ajkal bohot kam nazaar a rehe he GS par…kia baat he??
..
kya haal hain nayab baaji aap ke ..
aur kyaa horaa hayy yahan ..
..
![]()
kaisay ho sab..Long time no..saying to the thread..
![]()
i m also fine , Allah ka shukar hai ![]()
well yar bataya thah na k
ek Accounting software purchase kiya hai bas ussi mien laga rehta hoo.n
feeding my data in that software 3 months ka data hai
2 months ho gaye hien
W Salaam ![]()
Me bilkul theek thak ..Allah ka shukar he ![]()
Kia hona he ..job par ho kaam ke sath sath tordi GS bhi ho rehi he..boss se chup chup ke ![]()
Aap sunahein kese he? Aj kese jagay huwe he?
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
i m also fine , Allah ka shukar hai :)
well yar bataya thah na k
ek Accounting software purchase kiya hai bas ussi mien laga rehta hoo.n
feeding my data in that software 3 months ka data hai :( 2 months ho gaye hien
[/QUOTE]
Jee haan aap ne bataya tha...
Lekin humhe laga ke aik ya 2 din me khatam ho jahein ga!
Humhein kia pata ta ke 5months aur lagheiN gay:(
hehee okk .. lagii raoo ..
..
ab aessa karoo kaam pe dhyaan do ..
.. jk ..
mainn to hameshaa uthaa hi hota hon ..
.. han shayed .. lol ..
aur sab set hayy .. ? ..
w.salam BS
how r u ?
5 months nahi yar ![]()
3 months ka kaam 5 days mien khatam ![]()
speed check ki hai
tumhari tarah kaam chor nahi hoo.n mien ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
w.salam BS
how r u ?
[/QUOTE]
Alhumdullilah fine ..
aap ke kyaa haal hainn .. ? ..
mazay mainn hay na .. ? ..
to kia karho..boss khud bhi to kohi kaam nahin kartein..bas har waqt me hi unhein nazaar athi ho..isliye KABHI KABHI aghar me GS par a jahti ho to is me kia he:nahnah:
jee haan sab set he…Aap ne apne barheiN me to bataya hi nahin…Kese he aap? Aur kia kar rehe he ajkal?
haha very funny:nahnah:
Me kohi kaam choor nahin ho…Din raat laghi rehti ho..aur kitna kaam karo…:nahnah:
Me subha apke hi barhein me soch rehi thi ke din bohot jaldi guzaar rehe he..bas ab to kuch hi arsa he apki shaadi ko ![]()
koe mere salam ka jawab nahe deyta
![]()
bye
hmm din raat :-s
kiya aap raaat ko bhi kaam karti ho
well meray baray mien soch rahi thien , wow i m so lucky ![]()
yes din buhat jaldi guzar rahe hien , aur 16th of Oct say Ramadan start ho raha hai phir tu dino ka pata bhi nahi chalna aur phir Eid aur us baad shadi u know buhat be-cheni ho rahi hai ![]()