What's up today?

W Salaam and Assalaam alaikum from me..:wave:

Sab?? yaha to siraaf me hi ho..aur me bilkul theek ho..Allah ka shukar he

Aap kese he?

walikam salam
jiti rahien khus rahien
mein theek hoon ALLAH ka sukar hay

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *

walikam salam
jiti rahien khus rahien
mein theek hoon ALLAH ka sukar hay
[/QUOTE]

Shukriya:)

Thats good ...Aap ko itne dinoN baad dekha.Sab theek he na??

kiya hua ISP sahib ?

Assalaam alaikum Umar jee

Kia baat he ab bhi naraaz he??

Baat nahin karheiN gay ..:crying:

:salam:

Nayab

how r u :hug:


is kiya kar diya amir bilal ne

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
:salam:

Nayab

how r u :hug:

W Salaam :wave:

Theek nahin ho…humhein laga aap humse naraaz he:(

nie jee nie mien keon naraz hoo.n ga aap se

w.salam

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *

nie jee nie mien keon naraz hoo.n ga aap se

w.salam
[/QUOTE]

Aap baat jo nahin kar rehe te...isliye humheiN laga ke shayaad aap humse naraaz ho!

Btw: Thanks :)

Kia baat he ajkal kaam bohot ziada hota he kia...bohot busy he ajkal! Sab theek he na??

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Aap baat jo nahin kar rehe te...isliye humheiN laga ke shayaad aap humse naraaz ho!

Btw: Thanks :)

Kia baat he ajkal kaam bohot ziada hota he kia...bohot busy he ajkal! Sab theek he na??
[/QUOTE]

well

kar tu raha hoo.n baat

bas yar aaj kal ek accounting ka software install kiya hai bas
ussi mien sir khapa raha hoon

u know nayab my marriage date is fix now

5th of December 2004 :)

ap yaha par ho zu..
u blocked me on msn nah
i said sorry nah:(

[QUOTE]
*Originally posted by pakistani kurhi: *
ap yaha par ho zu..
u blocked me on msn nah
i said sorry nah:(
[/QUOTE]

mien ne tumhe block nahi kiya

actually mera messenger kharab ho gya hai

dobara install karna pare ga

jhotey

jhot boley quawa katey:bash:

:bummer:

Sir na khapay…nahin to shadi tak baal sab safaid ho jahein gay..:nahanh:

5th Dec..:eek: wow.. Yeh to bohot khushi ki baat he…Bohot bohot Mubarak ho :hula:

Pata he humhare cousin ki bhi abhi abhi shadi huwi he..On 5th Oct:)

theek :snooty:

nancy baji aap k exams kaise hue aur aap naak keon chara rahi ho :D

pk really yar mien jhoot keon bolo.n ga

nayab well sufaid balo.n ki kher hai bas baal hone chahyien :(

really kaun hai cousin male ya female ?

-

Hehe haan ye to he…baal to pher bhi kaale kiye ja sakhtein he…aik baar shaadi ho jaheiN to baad me aghar sufaid baal aap ki dulhan ko nazaar a bhi gay to woh kia kar sakheiN gi..:nahnah:

Meri Khala ka beta..unki shaadi thi..aur me ja bhi nahin sakhi:(

jee bilkul ab tu aisa jadeed dor hai k baal bhi lagawaye ja sakte hien :slight_smile:

aap keon nahi aa sakien

meri shadi pe aa jana :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *

jee bilkul ab tu aisa jadeed dor hai k baal bhi lagawaye ja sakte hien :)

aap keon nahi aa sakien

meri shadi pe aa jana :)
[/QUOTE]

haan woh to he...:)

bas bahir mulq me rehna itna bhi ashaan nahin...aik dafha jo a gaya woh bas wahi ka ho kar reh gaya...:(

koshish karho gi...dekh le shayaad a jaho...:)

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

haan woh to he...:)

bas bahir mulq me rehna itna bhi ashaan nahin...aik dafha jo a gaya woh bas wahi ka ho kar reh gaya...:(

koshish karho gi...dekh le shayaad a jaho...:)
[/QUOTE]

goood

milne ki tum koshish karna wada kabhi na karna
wada tu toot jata hai , wada tu toot jata hai

aur sunao how is job

Boss aa gaye ?