What's up today?

[QUOTE]
*Originally posted by fizion: *
oye ammir kal kiss waqat aya ga
GS par ...
[/QUOTE]

Yar tu Waqat ka bara hisab rakhta hay ;)

Kiya tunay duwai to nahi khani hoti :p

:D

Hello Janu :kiss:

Salaam bhia :flower2:

Yar kiya karoon aj kal rooz hi meri cycle punchur ho jati hay :frowning:

Or agar Taxi mein aoon to wo milti hi nahi :mad:

w.salam Kalia

how r u ?

Oye Aram kar Aram :mad: warna tayra Saar toor doon ga

Amir apna Jigar hay Jigar :kiss:

[QUOTE]
*Originally posted by pakistani kurhi: *
oehoe,......
ek baat bataooo...app larkioun ko bahut jaldi pata letey hai nah?.....

ur wife will be really lucky..
[/QUOTE]

Aray nahi Paki jee yah mein sirf app kay sath sirf free hoon.:p
Mein to larkiyoon ki taraf dekhta bi nahi ;)

jigar hai tu mien kiya karoo.n :snooty:

mera tu aamir k saath mazak hai keo.n aamir :slight_smile:

Acha jee bohat behtar. :slight_smile:

Waisay yah hamay kiya bata rahay hoo kay tum Jumaa par kay ay hoo :mad:

Alhamdulilah Hum bi Jumaa par kay ay hein :stuck_out_tongue:

isi liye tu Islamabad mien Phisal Giya thah :rotfl" :smiley: :hehe:

O tujhe Masjid mien ghusne diya thah masjid walo.n ne , herat hai yar :konfused: , tu ne zroor un ko Pehla Kalma sunaya ho ga , hai na :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *

Rafi ka gana Lata ki awaz mien sunao.n :D
[/QUOTE]

Yar tayri mehar bani plz tu chup hi rah :D

Agar toon nay Gana gaya to Sara Gupshup hi bagh jay ga ;)

OyyyyyyyyeeeeeEEEEEEEEEEeeeeee Bach kay wakha hoon :mad:

:kaboom::rocketup::rocket:

:2guns:

:smash: :sleep:

Acha phir theek hay :).

Sorry yar Amir ab mein tujay nahi bacha sakta tunay khud hi baray ghalat bandoon say mazak rakha hawa hay :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *

Yar tayri mehar bani plz tu chup hi rah :D

Agar toon nay Gana gaya to Sara Gupshup hi bagh jay ga ;)
[/QUOTE]

yar mien itna bura bhi nahi gata :(

Yar wo mein pani walay surf ki waja say gira tha :snooty:

Waisay to or koi bat nahi thi :mocking:

Kiyoon Amir bhia :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *

O tujhe Masjid mien ghusne diya thah masjid walo.n ne , herat hai yar , tu ne zroor un ko Pehla Kalma sunaya ho ga , hai na
[/QUOTE]

Haan mein to Alhamdulilla Muslim hoon Kalma suna hi diya tha :)

Lakin tu apni bat bi to bata tujay to kalma yad nahi tha or Imam saab nay tujay jotian mari theen :p

Or tu Rooz Isha ki namaz kay bad Immam sab kay pass kalma yad karnay jata tha :D

well jis k peeche us ki maa.n ki duayien hoo.n us ko duniya ki koi bhi cheez kuch nahi keh sakti :slight_smile:

ye teri bhool hai k mien teri dhamkio.n se dar jao.n ga

really very funny :smiley: :rotfl"

kahani banana tu koi tujh se seekhe apne halaat aur waqiyat dosroo.n per khoob fit karta hai tu :hehe: really funny

Yar tujay kis nay kaha hay kay tu bora gata hay. :frowning:

Tu to bohat bohat bora gata hay :mad:. Pahari Kawoon say bi ziyada bora :mocking: