What's up today?

:hehe: :hehe: :hehe:

hum aye aur app gaye...:(

haan ji kia haal hai aap ka

theek thaa hai >?

abhi IP ka ISP theek ho jana chahiye

lo ji kon ja raha hai

mein to idher hi hooon … theekhai ji aap apnay dost ko hi milnay aati ho idher :smash:

[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *

haan ji kia haal hai aap ka

theek thaa hai >?

abhi IP ka ISP theek ho jana chahiye
[/QUOTE]
:(

y did he go.........

achha u temme.......wats going on?

nahee…u r also my dost nah…r’nt u???

woh ji asla mein us ka ISP jawab de gia hai … .. :hehe:

isi liye becharay ko jana para ji

mein kia bataoon har time bohat ziada busy hota hoon abhi bhi mein saath saath apnay project ki documentation ker raha hooon :frowning:

aap sunao kia ho raha hai

waisay yeh to bataya hi nahin keh kia karti ho aap ???

i m :k:

PK kidher chali gei ho ?????

me…i’m studying in matric..

ok abb jana hai..abu bula rahe hai…sowwie…

tc

allah hafiz je

:hug:

:flower1:

ok ji

Allah Hafiz

:wave:

oye ammir kal kiss waqat aya ga
GS par ...

Assalam-o-Alaikum

kia haal hai ji aap logon ka

fit hain na ?

ps: fizion ye le yaar tu nain pukara aur mein aa gia

Aslam Alekum to all :wave:

How r u my friends aamir kee haal a yar :slight_smile:

helllo pk

hello ip

hello fizion

hello to everyone

mien abhi aya hi thah office tu ab dekhta hoo.n k kiya kiya kaam karne hien :slight_smile:

mein fit hoon yaar tu suna

yeh IP itna late kioon aat ahai yaar?

[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
mein fit hoon yaar tu suna

yeh IP itna late kioon aat ahai yaar?
[/QUOTE]

i m also fine :)

yar wo din mien busy rehta hai na is liye shaam ko ja kar free hota hai aur phir ata hai net pe

waise aamir tujhe batao.n jab us ne phiscial stock lena hota hai na factory ka tu really wo pagal ho jata hai bara mushkil kaam hai :D

[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *

i m also fine :)

yar wo din mien busy rehta hai na is liye shaam ko ja kar free hota hai aur phir ata hai net pe

waise aamir tujhe batao.n jab us ne phiscial stock lena hota hai na factory ka tu really wo pagal ho jata hai bara mushkil kaam hai :D
[/QUOTE]

theek keh raha hai tu waqeaee kafi mushkil kaam hota ho ga

anywayz aur koi nei taazi suna

kiya sunao.n : Khari Khari suna doo.n aaj tujhay :mad: ?

hi:wave:

oehoe,…
ek baat bataooo…app larkioun ko bahut jaldi pata letey hai nah?..

ur wife will be really lucky..