waalikam salam
i m fine
sukriya
and how are you
![]()
i m also fine ![]()
w.slam ND
how r u ![]()
kiya ho raha hai
:rotato:
![]()
Na tu aye gee na hi chain aye ga ![]()
koi hai k nahi agar hai tu baat keon nahi kar raha ![]()
![]()
![]()
how r u Jiger
Or kiya ho raha hay ?
i m fine jan-e-tamana Allah ka shukar hai
tu suna
hona kiya hai … mastia.n ![]()
![]()
Kiya Office mein BOSS nahi hay ![]()
Or kon kon hay Office mein ![]()
iss tarah pagal pan ka muzaahira karogai… tau woh kabhi naheen aayegi… ![]()
Bhai mujay kah rahay hein ya ZU ko ![]()
koi bhi nahi mien akela ![]()
and u know jab mien akela hota hoo.n
tu meray saath wo bhi hoti hai
bas usi k saath dil lagaya hua hai ![]()
ZU ko baba… ![]()
woh jo chalaangai’n laga kar gaa raha tha-----> ![]()
na tu aayegi,na hi chain aayega … :halo:
PS:kaisse ho bro… ![]()
ye pagal pan nahi ye meray ishq ka junoon hai
dekh mien ne hair cut bhi nahi karwaya us k piyar mien
![]()
![]()
Bhabi ko bataon ga bachay phir wo tayri khabar lain gi ![]()
O acha acha ![]()
Allah ka shokar hay bhai
app Sonao kaisay hein or family ka kiya haal hay ![]()
lol IP lagta hai k NR ne teri photo dekh li hai :rotfl"
i m fine , Allah ka shukar tu suna
kaisa hai aur kidhar hai
aur sabh se important baat … kiya kar raha hai ![]()
honay wali bhaabhi ko bata diya na… ![]()
tau woh suhaagan ban’nai se pehle hi khud ko bewa bana laingi ![]()
Chal jhotay tayray pass to paisay nahi thay is liyah nahi karway tum ne hair cut ![]()
Muj say bi to mang rahay thay tum Sat Night ko ![]()
Mein kuch samjha nahi ![]()