What's up today?

O JigerrrrrrrrRRRRRRrrrr :hug:

Welcome :flower2:

:wave:

kiya haal hay or kiya ho raha hay :wink:

Kiyoon kiya mein ne marna hay :snooty:

sir jee… aapke kitne jigar,phaipRay,gurday hain :confused:

:eek:

kiya kar rahay hoo bhai sab kuch to theek hay lakin akhir mein wo K… wali bat :nono4:

Or yah PK to sab say joda hay na yar. Is ki to bat hi kuch or hay. Is ka kisi say koi comperision nahi hay. Coz She is the Best :k:

hmmmmm ..... ab theek hai ? :-|

Haan ab theek hay :dhimpak: Yar plz mera Quote bi edit kar doo meray pass zara time kaam hay :wink:

aap ne mujhe MOD kab se samajhna shurro kar diya hai :expressionless:

Bas yar jab say tum dil mein utray hoo :hula:

Pk kahan chali gai hoo ab :(

:blush: :blush: :blush:

PS: tumhara dil hai ke kunwaa’n… jo mai iss mai utar jaaonga :expressionless:

:rolleyes:

yar tum bi na pata nahi kiya khatay hoo :bummer:

O Pa jee yah mein ne mohawaratan bola hay :smack2:

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
Pk kahan chali gai hoo ab :(
[/QUOTE]

woh wapass jaanay ke liye ayee thee'n.... aur ab wapass aanay ke liye hi gai hain ...... kya samjhay :-|

tau mai bhi tau aiwee’n makholi kar raha tha :snooty:

:mudhosh: kuch bi nahi samja balkay ab to pehli samaj bi gai :nook:

To naraz kiyoon ho rahay bhai :hug:

Okie… me leaving now… phir milaingay … ek break ke baad :hula:

till then … Rab Rakha

okay bye and take care :wave:

Allah Hafiz :hug:

Koi bi nahi hay. :bummer:

Naraaz bolay tau… :expressionless:
:hug:

:salam:

how r u ? friends :wave: