ok yar i m going for Jumma Now ![]()
baad mien baat ho gi ![]()
ok yar i m going for Jumma Now ![]()
baad mien baat ho gi ![]()
Yaheen tha wo bas aik larki ke sath mein zara chat kar raha tha Digi par ![]()
Pecha bohat door chala giya tha is liyay zara dayre ho gai ![]()
Insha Allah marks achay hi hongay. Or Taraqi karo ( Ameen )
![]()
Re: Re: Re: Re: Re: hi shi:wave:
![]()
Yar na aisi batain kiya karoo. Mein bhool jata hoon ke tum meri bohat achi dost hoo ![]()
Tumaray messeges par ke Aik din hona yah hay ke Karachi say aik Larkay ne Lahore ana hay or mujay GOLI mar dayni hay ![]()
Ay Zalim Hasena reham ![]()
![]()
Yah to ham MUSLIMS parhne jatay hein. Tum logoon ka GOOD FRIDAY to nahi hay aj phir tum kahan ![]()
Happy friday morning to you too :halo:
![]()
kiya howa Aag kiyoon lag gai hay tujay ![]()
Ek aag gham-e-tanhayee ki jo saray badan mien phel gaye
jab jism hi sara jalta ho tu Damn-e-Dil ko bachayien kiya
b/w tu ne Jism film dekhi hai ?
![]()
Mein tayri tarha ka nahi hoon. Mein ne is ka add dekha tha etc par toba toba Add aisa tha film pata nahi kaisi ho gi ![]()
waisay tum nay dekhi hay yah film ![]()
tu buhat khochal hai ![]()
tu ne tu bar bar dekhi hai jism film aur wo song tu tu ne
100 times bal k ziyada dafa suna hai , hai na ?
Jadoo hai Nasha hai , Mudhoshia.n ![]()
Tujh ko bhula k ab jao.n kaha.n
6200vie.n post IP k naam ![]()
:-|
Bhai song to waqai mein aik dam chakaas hay :k: Lakin yar mein to sirf soona hay dekha to nahi tha. Yakeen karoo bhai ![]()
![]()
![]()
Yar waisay apas ki bat hay kabi kabi tu mujay pathan lagta hay ![]()
baRa afsos ho raha hai na dekhnay ka ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
:-|
[/QUOTE]
Welcome bhai soba say kahan thay app or atay sath hi ZU ko ghoorna shoroo kar diya hay :D
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
baRa afsos ho raha hai na dekhnay ka :-|
[/QUOTE]
Kaisi batain kar rahay hoo bhai mein aisa waisay larka nahi hoon :(
tau kaissay waissay larkay hain jee ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
:-|
[/QUOTE]
6300vien post NR k naam ;)
ab kiya sab kuch yaheen bata doon:-|. MSN ka Id do phir batata hoon app ko ![]()