be right back in an hour…![]()
but now its mine ![]()
![]()
ok i m also going 4 Lunch ![]()
![]()
How r u friends? or kiya ho raha hay.
Aj mera dil bohat udas hay kal ke match ki waja say. Insha Allah kal bat karain gay.
Take care all friends
Allah Hafiz
![]()
I am new how ru all today?
… kya ho raha hai,kyun ho raha hai,kaisse ho raha hai,kaha’n ho raha hai, kab se ho raha hai aur kab tak hota rahaiga ![]()
PS: Welcome to the NEW COMER ![]()
ZU…chulo aaj mien aap ke saath aacha sulooq kurti houn…aap bhi kiya yaad rukhien gein…
…mera aakhri din jo hei..![]()
Ali…i know…PAK ne haar ke aacha ni kiya…mein tau cheezioen taur ruhi thei ghur pe jake…pata ne nani ne mukhe kaise tik ke bhitaya…
…i was soooooooooo mad…and ANGRY…i mean Yasir only 2…is he crazy?..![]()
Gizzy…:halo:…ahuuummmm Happy Thursday morning sir…
![]()
![]()
…and y r u in such a giddy mood haan?..ye bataye which degree have u got ur hands on?..![]()
… soch samajh ke bola karo … ![]()
![]()
![]()
haan tau aur kiya…aik muhien ke liye nou dou giyara ho ruhi houn…![]()
WALEKUM SALAM
SXC KURI ![]()
how r u ?
welcome here ![]()
meharbani, shukriya , nawazish , aap ka barakpan hai jee warna mujh se tu koi bhi acha salooq nahi karta ![]()
acha acha…ghussa kahay ko ho rahi hain ![]()
shayud aap ki shukseeyut hi aise hei ke saare aap se bhaagte hein…:halo:
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
meharbani, shukriya , nawazish , aap ka barakpan hai jee warna mujh se tu koi bhi acha salooq nahi karta :(
[/QUOTE]
:-|
mein ne aapse sawal poocha uska jawab hi ni mila ubhi tuq…:amd:
bohut turuqqi kurien ge aap..![]()
aub ya tau aapke paas degree nuhi hei ya aap batana ni chahte…ya aapne mera sawal purha hi ni…![]()
dont you think … its so rude to say such thing … ![]()
Apka sawaal kya tha … ![]()
kidhar jaa rahi ho Hashi jee ![]()