Abi to sab dost a gay hein is liyay sirf FLOOD
Jab akelay bore ho rahay hon gay na to phir ham dono aik dosray ka interview karain gay ![]()
Sari batain choroo tumara DAnce Hay Allah mein mar jaoon ![]()
Tumay kaha bi tha ke apni aik CD bana kar DHL kar wa doo or aik tum hoo kay Nakhray hi bohat hay tumary to ![]()
“interview”
Yar mein thora busy hoon plz tum apni Chappal hi say kaam chala loo ![]()
![]()
itne saaare lurkoun mien se aap hi ko mein kiyoun doun?..![]()
Sorry Madam ab to Chal choka hay
Ab kuch nahi ho sakta ![]()
Samja karoo na ![]()
![]()
![]()
Itnay piyar say mangi bi to mein hi hay na :p. To sab say ziyada HAQ bi to mera hi banta hay ![]()
You called me Ajnabi… ![]()
aur bhi bohut hein…tum chinta na kuro…![]()
Is jahan ki nahi hein tumari ankhain
Asmaa say utri tumari ankhain
![]()
![]()
ohoooooo…
aacha baba jaan booj ke boli thie…![]()
shukriya jeeee…:halo:
waisey pehle tau u didnt even blv me they were my eyes…aub kaise gungunna ruhe ho…![]()
Ham bewafa hagiz na thay
par ham wafa kar na sakay
ham ko mili us ki saza
ham jo khata kar na sakay
![]()
28 saal ka baba … ![]()
r u married?..
i swear to god i thought u were 38 or something…![]()
Mera faisala ab bi wohi hay ![]()
Yah to mein waisay hi simlie ki monasbat say gunguna raha tha ![]()
chulo aacha u dont blv me…![]()
Zulam hay bhai zulam hay
Khud to yah larkiyaan 15 saal bad bi 18 saal hi age batati hein or ham larkoon ko 28 saal mein hi baba ![]()
![]()