What's up today?

mujboori thei tau chulli gaye thei…:hoonh:

ye na sumujh bhetiye ga keh aapke aane se mein chulli jaati houn…:snooty:

dosri dafa Welcome back :flower2:

:hehe:

thank uuuuuuuuuuu…:hula:

yar aram say to bolo na sari thokain moon par a rahi hein :bummer:

kiya matlab :konfused:


mujhe tu ye DC id Aashi jee ka lagta hai :wink:


w.salam pk

how r u ? :wave:

Meray Rabba mein kiya karoon is larke ka :smack2:

kiya kiya kiya????
ye DC kaun hei?......what u guyz talking about?

pichlay page par ja kar saray messege dekhoo. I hope us ke bad phir tum ZU or DC ko zinda nahi choroo gi :hehe:

Umar…:mad2:

kiya tum real life mein bhi aise ho?..mein ne soucha tha shuyud ur trying to relight ur inner side by chatting on the net…:snooty:

:rotfl"

mere khiyaal tum bhi pooore uske bhai ho…kundhe se kundha milaya howa hei tum dono ne…:hoonh:

Aashi ab is mein mera kiya kasoor hay mein ne tumay pahlay bi bataya hay ke wo mera friend hay ab wo kuch kahta hay to is mein mera kiya kasoor hay. :(

tum bhi tau daant niqaal ke hunste ho uske barabur beath ke…:snooty:

brabar mein kahan yar ZU or meray office ka fasla kam say kam 50 KM hoga balkay is say ziyada hi hoga :konfused:


Or yah PK kahan chali gai hay :mad: kitni zarori bat karni thi mujay :crying:

u know what i mean…:hoonh:

Acha chaloo tum hi bataoo mein kiya karoon bolo

Ab jawab bi doo na

:rolleyes: forget it…

aaj surdi hei…

phir kaheen chali gai hoo :(

kiya matlab ?

tumay ziyada sardi lag rahi hay ya sardi hay hi ziyada :expressionless: