What's up today?

i m also fine :slight_smile: :flower2:

sorry for late reply i was out of office na :frowning:

jai paa jee … :salam:

ab tau Inzi se gillay shikway khatam ho gai na :smash:

Jo khud sangdil hota hay wohi dosroon ko kahta hay :snooty:

:hoonh:
pehli baar meri zaban bund kurwadi…i havent go anything to say…jub yaad aa jaye ga tau boul doun gi…:hoonh:

^^ .... Woh pehli baar....... :p

kiya kehna chahte hein aap?..:snooty:

mai tau gaana gaa raha tha :konfused:

gaane ko italic mein likhte hein surkar…:snooty:

aise mujhe confusion na diya kurien…:stuck_out_tongue:

haan bhai jee koi gila shikwa nahi hay lakin kal bi MOTA ne aik ghalti ki thi :mad:

Wo jo Afridi ko last over diya tha na wo over Abdul Razzaq say karna chahiyay tha :wink:

dekh loo chand dinoo mein tumay jaan gay hein haam :hula:

:rolleyes:

Tum confuse honay wali cheez hoo. Tum to khud sari dunia ko confuse kar sakti hoo :wink:

I’ve done the needful… is it okie now :snooty:

ho na akhir Pakistani :mad2:

PS:waisse aapas ki baat hai… dat was a blunder :rolleyes:

:rolleyes:

Kee haal a NR bhai , Aashi IP :wave:

:hehe:
bohut aachi kushfehmi hei aapki jee…isse upne paas hi rukhiye ga…

:hug:

Mujay pata tha tumay ne bi yah cheez observ ki ho gi :wink:

yes it is okiee now…:snooty:
aub mein confuse bhi thora houn gi…:smiley:

well… IP jaan… All is well, dat ends well :k:

Allah ka bara karam hay bhai jee. Tum Sonaoo kaisay hoo or kiya kar rahay hoo :slight_smile:

:love: