ND:bailan:
Aaap bhi ![]()
kiya :halo:
Haan yar wo aj Peon pata nahi kahan maar giya hay ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
Bas kabi kabi ;)
[/QUOTE]
its not good for health :(
tumay samaj nahi lagi. mein tumara dimagh khool raha hoon ta key tum study par zoor doo ![]()
Sorry kaha to hay or chorna ka wada bi kiya. Ab kiya meri jaan loo gi ![]()
Jab chor do… tau tareeqa mujhe bhi bataana… mai khud bahut tang hoon iss se ![]()
yar kaisi batain kar rahay hoo tum. Cigrate chorna to sab to asaan bat hay. ![]()
Mein to pichlay mahinay 26 dafa smoking choor chooka hoon ![]()
![]()
jaldi chor den
![]()
Jaoo kiya yaad karoo gi mein to aj hi say choorta hoon tumray naam par ![]()
Yah aj Aashi nahi ai Allah khair karay :(
Baki sab kahan hoo ![]()
![]()
merey net connection main problem hai ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
merey net connection main problem hai :(
[/QUOTE]
its ok no problem :)
ok, me going now, time for majlis ![]()