What's up today?

: Paani se bhari baalti undailing:

sssssssssssssssssssssss aag bujh gaiy :hula:

:slight_smile: … chalo acha huwa… ghussa waisse bhi sehat ke liye acha naheen hota :k:

han, acha hoa ke ZU bhai chaley gay :snooty:

bechaara ZU… yeh Aap aur Sandle uss bechaaray ki har waqt class kyun laiti rehti ho :hehe:

woh tang kartey hain na har waqt

NR bhai, kahan hain?

haiiiin jee… woh hamari behno ko tang karta hai … array kyun ussay mere haatho mazeed zakhmi karwaati hain :mad2:

as usual … busy on phone :blush:

kuch baat bani?

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *

kuch baat bani?
[/QUOTE]

abhi aap sab ki duwayain arsh tak naheen pohnchi na ..... jab ponch jaayengi tau zaroor kuch na kuch baat banaigi.... Insha Allah

[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *

abhi aap sab ki duwayain arsh tak naheen pohnchi na ..... jab ponch jaayengi tau zaroor kuch na kuch baat banaigi.... Insha Allah
[/QUOTE]

unki ammi rishwat nahi lengi? :-|

hmmm… idea kuch bura naheen hai… koshish karnay mai kya harj hai :ahaa:

me leaving… c ya tomorrow… :insha:

take carezzzzz… May Allah :swt: bless you :wave:

bye :wave:

cu 2morrow :insha:

ek tu aap ko izat di aur aap mujhe bailan mar rahi ho :frusty2:

mien tang karta hoo.n :frowning:

Ilzam hai :smash:

tu bhi saath mil jata hai :mad:

:mocking:

:hehe: