lerhaie ka salam say kia talukk:konfused:
![]()
haan hath kanpenay shourouu ho jatay hon gay:rolleyes:
tum ko samajh nahin aaye gi
chhoro paray
sorry i m in hurry i m going home ![]()
Allah hafiz to all
ahoa ji
Allah Hafiz
chaloo mitti pao:rotato:
![]()
ZU Allah Hafiz:wave:
woh kia line thi…![]()
haannnnn…‘Sharam tum ko magar nahi aati’ :halo:
[QUOTE]
*Originally posted by digitalsurgeon: *
AB ko ?
haan waqai main nahin aati !
[/QUOTE]
kafi samajhdar ho gaye hain aap...meri sohbat mein...:Pretty:
haan kafi Log aqalmund jo hotey hain..aur woh tu suna hi hoga aap ne..k aqalmund ko ishara kafi hota hai…![]()
waise aap kahin ab khush fhem hi na ho jana..udna hi na shoro kar deina..woh tu eik hi dafa sahi baat ki thi aap ne… :halo:
dekha..mujhe pata tha k udna shoro kar dein gay..wapis zameen per aajaye..kahin aisa na ho k apne dimagh ki terha khud bhi ud jaye :halo:
tu mein ne kaha na ..k aaj kal log samajhdar hotey jaa rahey hain meri sohbat mein..tu aap ko aqalmund kyun kahein gay…woh tu aaj mein ne Ghalti se keh diya…Aqalmund ki jaga AqalBUND likhna chaye tha
…
aur mujhe pata hai k GS per koi samajhdar nahi hai, is liye aap abhi tuk GS per ho.. :halo:
this is cafe
sab kuchh jaaiz hai ![]()
ok ji
mein ja raha hoon
Allah Hafiz
uff uff..bohat zyada baatein nahi kar li aap ne…
…
![]()
khair theek hai…bye shye…aur takecare bhi kar li ga…ankhoon per jo chashma lagaya hai us se umer ka pata chal raha hai..tu takecare ki zaroorat hai aap ko…:halo:
Allah hafiz ![]()
dekha, pehle hi kaha tha k na udna…ab dimagh tu ud gaya na …pehle hi kam tha..ab tu woh bhi nahi raha.. :halo:
agar aap ko pata hota k Aqalmund ki definition kia hai..tu aap bewaqoof hote? nahi na…tu khamakha khush fehmiyon mein mut raha karo..
aur mein koi maafi mangne bhi nahi wali thi.. awayeen khamakha…maafi woh bhi aap se..yeh riteeeeeeeeeee… ![]()
why ur nick is abc
ABC stands for wut ABC...............................n wut do you think about your nick A2Z..............aur oay gusa kisay dkhata hai
[QUOTE]
*Originally posted by digitalsurgeon: *
AB ko ?
haan waqai main nahin aati !
[/QUOTE]
Nahin, Mr. DigitalSurgeon or rather AnalogSurgeon, tumhe nahin aate, woh kia hai, haan sharam ;)
Re: why ur nick is abc
guppies look at his signature …
actually he is not in BS-7 rather in BS-6.5
![]()