Thanx nancy
…
thanx ![]()
ND yah PK kahan hay wo soba say nazar nahi ai. Kaheen us ki Shadi to nahi ho gai :D
u welcome ![]()
pata nahi aaj subah se online nahi ai
welcome ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
:D
[/QUOTE]
aab aapki tabiyat kaisi hai? kia hoa tha mosami bukhar?
Ab to Allah ka Shokar hay :). Sardi lag gai thi
mein Sat Night ko sari raat bahir Dostoon ke sath ghar say bahir tha. Bas isi waja say ![]()
uff
thori ehtyat karlia karen na ![]()
Jee Acha Madam jee ab mein aisa nahi karoon ga ![]()
ghar main 12 baje se pehle ana hai, uske baad lock lag jaiga aur aap bahar garden main sona ![]()
ppl me back ![]()
Same yahi Order Abu jaan ne bi issue kiyay thay or ab tum bi ![]()
main tou islie kehrahi hoon ke aap beemar na par jao, aur phir aik week tak GS se absent ![]()
hello fizion ![]()
…
Welcome back Giger ![]()
g ND
ppl wake up. don't sleep on sofa go to your room
Nahi ab ki baar mein Jacket lay kar jaoon ga :rotfl"
![]()