What's up today?

yar tareeqa hi tu nahi ata :frowning:

aaj 15K ho hi jaayengay ..... Insha Allah...... :biggthumb

abbay tera woh ek bhai hai na idhar Peshawar mai… uss se hi pooch lo :k:

:frowning: i m serious yar :frowning:

^ :hehe:

mai apni baat tau naheen kar raha tha :confused:

kuan sa dost :konfused: ,… :ahaa: GS Bhai ?

:mash:

ZU :silly:

mujhe pata hai tu jis ki baat kar taha thah :hehe:

bal k kar raha hai :slight_smile:

inhi adao.n ki waja se tu i like you :hug:

jawaab drust… Electraaaaaaaaa
woh aap ko aisse aisse mashwaray daiga keh larki tau kya … usski naaani bhi qabar se nikal kar tere peechay par jaayegi :devil:

ZU bhai… kya aap mazeed zakhmi hona chahtay hain :wink:

:wave:

enufff mazaq umer :) ...now stop being silly ...okay ?

So where is Nancy ? :(.....

:smack: nani ko chor , larki hi kafi hai :smiley:

ok ok i hope aap ne mind nahi kiya ho ga

mind ho ga tu karo gi na :stuck_out_tongue:

j/k

aap ki bachi hai aap ko pata ho :mocking:

tu phir aaj 15k kar k hi jao gi na aap :k:

Kiya ho raha hay yar :-|

thanx :blush:
sigh
thanx guys , NR, ZU
where is ND?

who has offerd his/her Asar prayer? PST

wohi ho raha hai jo azal se hota chala aa raha hai .... aur abad tak hota chala jaayega ...
IP ... how are you going?

Jiger kiya haal hay :hug:

Sab theek thak hay na :wink: