ooops u r absolutely RAT. mujhay lagta hai kay aapko kisi nay inform kar diya hai
[QUOTE]
*Originally posted by riva: *
ooops u r absolutely RAT. mujhay lagta hai kay aapko kisi nay inform kar diya hai
[/QUOTE]
wo asal mien aap k avatar mien aap ki zubaan kafi bahar hai na tu mujhe shaq ho giya k aap bhi lahore mien hi ho :)
inform kis ne karna hai jee bas kabhi kabhi dimagh use kar leta hoo.n mien :p
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
wo asal mien aap k avatar mien aap ki zubaan kafi bahar hai na tu mujhe shaq ho giya k aap bhi lahore mien hi ho :)
inform kis ne karna hai jee bas kabhi kabhi dimagh use kar leta hoo.n mien :p
[/QUOTE]
acha tu aap dimagh bhi use kartay hain. but kabhi kabhi.
wasay aap khaan hain at pk or ......?
jee bilkul kabhi use karta hoo.n
, dekhien na ye buhat keemti cheez hoti hai (dimagh) is ko bacha kar rakhna chahye ![]()
mien jee Pakistan mien hoo.n aur Pakistan k Dil Lahore mien hoo.n
i love Lahore :love:
![]()
![]()
kiya haal hay sab ka ![]()
Yah ZU or Riva ke kiya anni pai hoi hay ![]()
PK, ZU, ND, Riva ....etc. kahan hoo sab ke sab :(
Jaldi say aoo ;)
hello IP ![]()
Welcome ND jee ![]()
kiya haal hay ![]()
theek hoon aap sunain? nihari kaisi thi?
![]()
Nihari to kal tum ne di nahi paisay mang liyay thay
or meray pass to paisay hotay hi nahi bilkul KANGALA ![]()
aww
bechare kangle sahab ![]()
aj bhejti hoon nihari free main ![]()
Thanx ![]()
Bohat bhook lagi hoi hay. Zara jaldi bhejna ![]()
PK kahan hoo tum yar ab a bi jaoo :(
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
PK kahan hoo tum yar ab a bi jaoo :(
[/QUOTE]
Asalaam-0-Alkium Pakistan..
![]()
Jee ayan noo ![]()
PK jee ajaoo jee dekhoo kaisay kaisay maskharay a gay hein ![]()
j/k A4E
milgay? jaldi kha len phir main bataon ke main ne usmain kia dala hai ![]()
![]()
aray kiya milaya hay mujay jaldi bataoo ![]()
pehle kha len phir bataongi ![]()
mein ne marna to nahi hay
abi to mera Shada bi nahi howa ![]()
LG and ND kahan hoo yar :(