What's up today?

Aik Dost hi to dosray dost ko yaad rakhta hay na. Or tum to ho bi meri sab say achi dost :hug:

Lakin ab Buttering band karoo or zara meray Sawal ka jawab doo :hoonh:

Kahan theen app or Eid kahan par guzari ?

Assalam-o-Alaikum

kia haal hai ji aap logon ka ??/

yaar kidher chalay geiy ho sab loag :(

jaldi aa jao idher

:wsalam: :flower1:

Allah ka karam hay :slight_smile:

App Sonaoo ?

Allah Ka Bohat Karam hai idher bhi janab

yaar idher bohat zoar zoar se badal garj rahay hain

bohat khofnaak awazain aa rahi hain :(

Anay mein thori dayre ho gai yar. Wo Rikshaw wala 03.00 Rs. nahi dayra tha. Kahta tha totay howay nahi hay :mad:

Bas is waja say dayre ho gai :frowning:

Tum bi zara sabar say kaam lay liya karoo jee :frowning:

lakin Lahore mein to Sirf Badal hein or kaheen kaheen Sitaray hein. Lakin Hawa Bari thandi chal rahi hay. Or mera packet bi khali ho giya hay:(

Tujay to pata hay Mein :smokin: kay bagayre sooch nahi sakta :bummer:

hehehheeheh

aur suna janu phir sab set hai na lahore mien

[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
hehehheeheh

aur suna janu phir sab set hai na lahore mien
[/QUOTE]

Sara Lahore set hay. Par meray sath koi set nahi hay :(

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *

Sara Lahore set hay. Par meray sath koi set nahi hay :(
[/QUOTE]

teray saath mien set hoon na :)

Yar jhotay dilasay to na day :frowning:

Waisay to bi bora nahi hay. Boray waqat mein kaam a sakta hay :kiss:

:rotfl:

Yar PK nay ana tha abi tak nahi ai. Pata nahi kaheen So na gai hoo. Wo Moti soti bi bohat hay :hehe:

Oye oye oye aram say haas yar. agar tayra saar diwar say lag giya na to phir mujay ilzam day ga :bummer:

jo hukam sarkaar

Yar kahaan gum ho giya hay tu :(

janu idher hi hoon mein

woh PK kitnay bajay aati hai ?

[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *

jo hukam sarkaar
[/QUOTE]

oye hukam kay chachay. Tu Ghum kahan ho jata hay?

:salam:

kaisay hein bilal bhai…

:wsalam:

Bhai jee bilal to soo giya hay. App ko ab mujay bardast karna paray ga is thread mein :smokin2: