koi khas baat nahi..aap sunay
bas yar nothing special now going for lunch c u laterz ![]()
keon jee ![]()
oa ds aur zu tum donon mujh say jootay khao gey........
kia kia hai tum logon nain aaj sirf about 20 posts :o
jaldi karo post rate berha do ;)
yaar abhi mein interview kay liye ja raha hoon
sab loag dua karna
:)
bhai jaan abhi kahan khaya hai , bas ab dekho kaise bharte hien replies ![]()
aur aap kaise ho janab kaha.n theh subah se ![]()
dua hi dua hai Insha Allah tu inverview mien khara utre ga :k: Insha Allah ![]()
hey guys i m back and mera interview kafi achha ho gia hai :)
hi ![]()
mujhe pata thah tera interview kharab ho hi nahi sakta thah , mien ne dua jo ki thi ![]()
aur suna kidhar hai abhi mien tu bas thori der mien ghar jao.n ga ![]()
khuch khas nahi
MNHBAKSH
khan bai AB sahib to koi acha mashwara mila
??
BOL
Hey all guppies
chalo lets start guppain.....
kal ka din mera bohat ziada busy tha aur aaj bus normall hi hai
aap loag sunaaein :)
kidher ho sab loag yaaar
aao na i m waiting for u ppl
Lo AA Giya ![]()
Aslam Alekum how r u aamir yar abhi aya hoo.n office mien , dekhta hoo.n kiya kiya kaam karne hien , dua karna aaj ka din bhi acha ho ![]()
tu suna kaisa hai aur kidhar hai ![]()
Wa Alaikum Salam
janab mein to theek hoon aap sunao …
mein bhi abhi office mien hoon aur aaj to thora sakoon hi hai idher
![]()
good :k: yar wo phir kaun si jaga decide hui thi , Food Park ya koi aur , waise hai kiya is food park mien ![]()
decide to wohi hooi thi laikin wahan per loocy islamabadioan kay ilawa kuchh nahin daikhnay ko milta
itni achhi jaga nahin hai :o
koi aur jaga daikh laitay hain agar decide nahin hoti to mera khayal hai f-8 markaz kay hi chakar hi lagaein gey ;)
Ya phir Prime Net Cafe mien ja ker baith jayein gey ;)
yar kuch nahi hota , kher hai , ye bata khana tu acha hota hai na , aur wo …
, waise ye jaga abhi decide nahi hui hai kkb and nibss aur sab se baat ho gi tu jaga confirm ho gi na
nie yar f-8 k chakar nahi lagane waha.n kuch nahi hota
,
cafe wali baat bhi theak hai :k: ![]()
achha yaar woh mansoor nain mods say baat ki ya nahin
usay kho ke baat karay woh us ka account activate ker dain gey :k: