Re: what’s the Urdu word for ‘SPOUSE’?
lol…agar poochh nahiiN sakte to aap bataa to saktii haiN! ![]()
yes…naqsheen = munaqqash:)
lol yes…magar sone se to kam hii hai…koii saudi sahzada yeh lafz poochhtaa to aapko vo sone kaa loTaa/matkaa zaroor detaa! ![]()
yeah, zauj hii kaheNge…chuN k subcontinent meN spouse kaa concept nahiiN thaa is liye:
shauhar = zauj
biwii = zaujah
HaalaaN k asl ma’nii haiN:
**
zauj = twin, pair, couple**