Whats the last meal you had?

Re: Whats the last meal you had?

phakki khain mery dushman
** main to meetha soda lagaaon g or cooker main pakaoon g fakhta ki hadiyaan bhi gal nah jain to myjhy kehna**

Re: Whats the last meal you had?

main khane k baad ki baat kar raha tha :@:
meetha soda k chakar mai kai aap neela thootha na dhaal laina :@:

Re: Whats the last meal you had?

mera invitation mila IS tery ko kah nahin aa jana jub fakhta kah khany ki bari aay

khud he patha chal jy ga neela thootha dala hai kah nahin

Re: Whats the last meal you had?

mujhe kaya aap pore GS ko baina invitation:@:

Re: Whats the last meal you had?

ok but ek fakhta poory gs ko kaisy

fakhta ki bat ho rahi hai bhains ki nahin

mery ko waisy bhi sirf tery ko bulana hai

Re: Whats the last meal you had?

bhi jis ko HAZAM ho gai faaktha :@:
sirf mujh per itni mehbarnai kyo :crying:

Re: Whats the last meal you had?

mery ko meethy soody ki jagha neela thoota la kar dia jub main ny tery ko bazar bhaija

ab mery ko patha bhi to karna hai na kah asli neela thootha hai ya dukaaandar tery sy bhi hath kar gaia jaisy toon ny mery sy hat kia meethy sody ki jagha

Re: Whats the last meal you had?

aap faakta per try sakti ho na k asli hay k nai :@:

Re: Whats the last meal you had?

wo bilkul asli hai tub hee to dum daba kah bhag gai kah halal hony kah dar sy

Re: Whats the last meal you had?

hehehe
chai banane ki nakam koshish ker rahe hon ge shayad :@:

Re: Whats the last meal you had?

kiun pehly kabhi banai nahin kia

lao cup main apni adhi dy doon

Re: Whats the last meal you had?

nai Canada main b raja ashraf sb punch ge hain
ar bad-qismati se waha per chohle bijli se chalte hain :@:

Re: Whats the last meal you had?

wo kasy canada main kia snowstrom ny aapna kam kar dia bijli nahin kia

2 din chai nahin piao gah to kuch nahin ho ga bijli kah lout kah any ka intazaar kar

Re: Whats the last meal you had?

ye to faakhta bhai behtar bata sakte hain :@:

chai mai ne nai balke faaktha bhai ne pini thi :@:

Re: Whats the last meal you had?

fakhta bhai ko chai main bana deti hoon ab neighbour jo theri

Re: Whats the last meal you had?

liken faakhta bhai gaib e ho ge hain jb se aap ne faakhta ko khane ka zikar kiya hay :@:

Re: Whats the last meal you had?

chai choor kar fakhta sahab ko apni jaan ki fikar jo lag gai hai

Re: Whats the last meal you had?

bande ko jaan zaida aziz hoti hay chai nai :@:

Re: Whats the last meal you had?

chalo khalil pha ji wapis aa jao main ny apna iradah badal dia hai ab main fakhta ko zabah nahin balkah pinjry main sirf band karoon g

Re: Whats the last meal you had?

qaid karne se behtar hay k aap kha e lain :@: