Re: Whats the last meal you had?
**
i just had Tea with half aaloo kaa paraaThaa**
**
lol hahaha…aji nahiiN…not Mr Ganguli…its a famous moHaavarah:
kahaN Raja Bhoj aur kahaN aur kahaN Gangu Teli
jiske matlab yeh huye k kahaN baRe log aur kahaN ek adnaa Ghareeb insaan…Gangu is derogatory abbreviation of Ganga. ![]()
aji aise naseeb kahaN hamaare k HaseenaaoN kii jootiyaan naseeb hotiiN…shukr hai k abhii bachaa huaa huN
vaise, yeh to sach hai k har mard kii kaamiyaabii ke peechhe ek aurat kaa hii haath hotaa hai…bhale hii 10-10 kilo ke ek ek haath hoN hahaha**